Hum se wafa ke bare mai jo chahe punch lo,, Lekin wafa ki kiya hai - TopicsExpress



          

Hum se wafa ke bare mai jo chahe punch lo,, Lekin wafa ki kiya hai saza ye na puchna,, Rahe wafa mai hum par jo guzri wo punch lo,, Manzil pe kiya hua salook ye na puchna,, Chahat ki dasta to hai jati mamla,, Torda hai kis ne aehde wafa ye na punchna,, Raste mai kon kon mila puncho shok se,, Kiss kiss ka sath choot gaya ye na punchna,, Kiya hum ne zindagi ko diya ye sub ko hai khabar,, Kiya zindagi ne hum ko diya ye na punchna,,
Posted on: Thu, 01 Aug 2013 18:24:50 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015