Indian Article 15 me right to equality ke bare me likha hai. my - TopicsExpress



          

Indian Article 15 me right to equality ke bare me likha hai. my question is that are we equal to cast vote ? Kaya hamara sawidhan sirf vote ke liye equality ki baat karta hai? District hospital me Aam log line me admision ke liye khare hote hai jabki bare log nahi aur accomandate hospital me jate hai. Muslim log agre kisi society me flat purchase ya rent me lena chate hai to Muslim name sun kar na dene ka baha na bana de te hai. e.i Saif ali khan aur Imran Hasmi. inme meat nahi banna hai. kaya hum log apne haq ke liye amendment nahi kar sakte hai. Apko mai ek story bata hun. Roja parkas ek african-american mahila. 1 december 1955 me din bher kam ker ke thak jane ke karan unhone ek gore admi ko seat de ne mana ker diya. us din uske inkar se arfican- american me asamanta ki visal andolan chala . jo aage chal ker civil right movement kelaya. 1964 me sub ke liye right to equality bill pass huwa. so, hum log sirf vote bank nahi hai, musalmano ne history banayi, jo aj mishal hai, Sir syed Ahmed khan ke effort se A.M.U. bana. aur digar log hai. jinke contrbution bhulaya nahi jasakta hai.jinke inqlab ne aj musalmano ko hindustam izzzat mili. this is my opnion............Sabba khair.
Posted on: Tue, 25 Feb 2014 13:24:34 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015