"Jab koi Banda-e Momin Dastarkhwaan Par Iftaari Ka Saamaan Bichha - TopicsExpress



          

"Jab koi Banda-e Momin Dastarkhwaan Par Iftaari Ka Saamaan Bichha Kar Roza khol ne ke waqt Ka Intezaar Karta Hai, To ALLAH Taala Bade Fakhr Se Farishto Se Farmata Hai: Dekho Mere Bande Ke Saamne Mukhtalif Kism Ke Khuraak aur Pine Ki Cheeze Padi hain, Lekin Wo Mere Khauf Se Nahi Kha Raha." . "Tab ALLAH Taala Bando Se Farmata hai: Ae Mere Bande Maang Aaj Mai Teri Har Dua Kabool Karunga." . "Azaan Se Pehle Dastarkhwaan Par Maangi Hui Dua Kabool Hoti Hai, uss waqt ki duaein radd (Bekar) nahi hoti, isliye iftaar ke waqt Khud ke Liye aur sare jaha ke logon ke liye Duaein kare."
Posted on: Thu, 25 Jul 2013 18:18:05 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015