Kathputali ke roop me ,pulling your own strings Mere ek mitra - TopicsExpress



          

Kathputali ke roop me ,pulling your own strings Mere ek mitra kaafi samay se depressed the .suicide ki baat bhi karate the. Bahut achchha likhate hain par vah bhi band kar diya... Karan kabhi batate nahi the... Ab pata chala... Kisi ne unka apmaan kar diya tha... Aisa aksar hota hai. ... Hum apna jeevan doosro ke haath me sonp date hain. Sawayam ko dand dene lagate hain... Shankaracharya ne kaha hai... Yadi andhkaar me koi rassi ko saanp man Le to kya tark se use samjhaya ja sakta hai. Nahi.. Tab kya kiya jaye... Prakash kiya jaaye Waan dyer apani pustak pulling your own string me likhate hain Hum ishawar ki Kathputali hain hamari dor usi ke haath me thik hain.... Ise mitro prichit ya samaj ke hatho me na de Alochana sune vichar kare sudhar kare par sach na man bethe. Ye sansar andho ke beech haathi Wali sithathi hai. Sabhi apne anubhav ko sach maan mulakat karte hain... Aaiye satya ka samna kare... My child us very naughty. .. (WHO ELSE CAN BE NAUGHTY) Drink karne ke baad mere husband bahut nuisance karate hain) (Do you want him to make nuisance when he is not drunk) better avoid him when he is drunk. My husband does not listen to me (why you married him? He was very bold and fearless like a lion... Then why you want to make him a cow We always feel disturbed with normal facts as given above Hope we will develop thinking straight.. De bono a great psychologist of our time Defines it as lateral thinking Lets enjoy life as it is with out labelling it Sarve bhavantu sukhina. ..
Posted on: Wed, 06 Aug 2014 01:30:47 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015