Khaufe KHUDA ki 7 nishaniya::Khaufe KHUDA ki 7 nishaniya:: 1. uski - TopicsExpress



          

Khaufe KHUDA ki 7 nishaniya::Khaufe KHUDA ki 7 nishaniya:: 1. uski zaban galat baate (jhut bolna) gibat chugli aur fuzul bato se bachi ho, aur ALLAH ka zikr, kalma e paak aur deeni ilm sikhne me lagi ho. 1. uski zaban galat baate (jhut bolna) gibat chugli aur fuzul bato se bachi ho, aur ALLAH ka zikr, kalma e paak aur deeni ilm sikhne me lagi ho. 2. uske dil me se adawat, ilzam bazi aur musalman bhai ke liye hasad na ho, kyunki farman e nabwi hai ki hasad insan ki naikiyo ko is tarah khati hai jise aag lakdi ko. 2. uske dil me se adawat, ilzam bazi aur musalman bhai ke liye hasad na ho, kyunki farman e nabwi hai ki hasad insan ki naikiyo ko is tarah khati hai jise aag lakdi ko. 3. uski nazar haram khane pine aur haram libas se mehfuz ho, aur duniya ki taraf lalach ki nazar se na dekhta ho aur haram ke upar tou kabhi nazar bhi na pade, kyunki farmane nabwi hai ki jisne apni aankhe haram se bhari kal kayamat me ALLAH uski aankhe aag se bhar dega. 3. uski nazar haram khane pine aur haram libas se mehfuz ho, aur duniya ki taraf lalach ki nazar se na dekhta ho aur haram ke upar tou kabhi nazar bhi na pade, kyunki farmane nabwi hai ki jisne apni aankhe haram se bhari kal kayamat me ALLAH uski aankhe aag se bhar dega. 4. uske pait me haram giza na jaye ki ye kabira gunah hai. HUZOOR ka farman hai ki bani aadam ke pait me haram lukma jab tak rahega ALLAH aur farishte us par lanat karte rahenge, aur usi halat me mar gaya tou uska thikana jahannam. 4. uske pait me haram giza na jaye ki ye kabira gunah hai. HUZOOR ka farman hai ki bani aadam ke pait me haram lukma jab tak rahega ALLAH aur farishte us par lanat karte rahenge, aur usi halat me mar gaya tou uska thikana jahannam. 5. Haram ki taraf haath na barhaye aur ho sake tou uska haath khuda ki ita’at ke liye barhe. Hazrate ka’ab ki riwayat hai ki ALLAH ne hare moti ka mahel banaya hai jisme 70 hazar ghar, har ghar me 70 hazar kamre. Usme wahi dakhil hoga jiski aur haram maal laya gaya aur sirf khuda ke khauf ke khatir us se lene se rook gaya. 5. Haram ki taraf haath na barhaye aur ho sake tou uska haath khuda ki ita’at ke liye barhe. Hazrate ka’ab ki riwayat hai ki ALLAH ne hare moti ka mahel banaya hai jisme 70 hazar ghar, har ghar me 70 hazar kamre. Usme wahi dakhil hoga jiski aur haram maal laya gaya aur sirf khuda ke khauf ke khatir us se lene se rook gaya. 6. uske kadam khuda ki nafarmani ki aur na barhe aur uski ita’at aur khushnudi me rahe aur aalim aur naik logo ki aur barhe. 6. uske kadam khuda ki nafarmani ki aur na barhe aur uski ita’at aur khushnudi me rahe aur aalim aur naik logo ki aur barhe. 7. woh dil me riyakari ke bagair sirf aur sirf ALLAH ke liye ibadat kare. (yaani dusro ko dikhane ke liye ibadat na kare. 7. woh dil me riyakari ke bagair sirf aur sirf ALLAH ke liye ibadat kare. (yaani dusro ko dikhane ke liye ibadat na kare. Aur agar aisa kiya tou ALLAH farmata hai ki : aur ye jho kuch hai jiti duniya ka asbab hai aur akherat tumhare RAB ke paas parhezgaro ke liye [Sura e Zakhraf, aayat no. 35] Aur agar aisa kiya tou ALLAH farmata hai ki : aur ye jho kuch hai jiti duniya ka asbab hai aur akherat tumhare RAB ke paas parhezgaro ke liye [Sura e Zakhraf, aayat no. 35] Aur farmata hai: beshak darr wale amaan ki jagah me hai [Sura e Dukkahn, aayat no. 51]
Posted on: Mon, 01 Jul 2013 07:43:32 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015