Namaz Mein 2 Sajde Kyu Hai ?? …… Hazrat Ali (Radhi - TopicsExpress



          

Namaz Mein 2 Sajde Kyu Hai ?? …… Hazrat Ali (Radhi Allahu Ta’ala Anhu) Se Sawaal Kiya Gaya Ki Namaz Mein 2 Sajde Kyu Hai ?? Apne Irshad Farmaya, pehela sajda- Namazi Jab Sajda-E-Aval Ke Liye Khaak Pe Peshani Rakhta Hai Toh Us Baat Ki Taraf Ishara Hai, Ki Mitti Se Paida Hua Hai. Aur Jab Sir Ko Sajda Se Uthata Hai, Toh Iss Baat Iss Taraf Ishara Hai Ki Zameen Se Aaya Hai. Doosra Sajda- Iss Baat Ki Alamat Hai, Ki Dobara Zameen Mein Jayega Aur Mitti Mein Badal Jayega. Jab Dobara Sajde Se Sir Uthata Hai, Toh Iska Matlab Ye Hai Ki Dobara Qiyamat Ke Roz Zinda Kiya Jayega.
Posted on: Tue, 02 Jul 2013 10:35:02 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015