READ …………… .HASHaR *************** ** - TopicsExpress



          

READ …………… .HASHaR *************** ** *************** ‘HASHR’YANI TAMAAM INSANO KA HISAB O KITAB KE LIYE BARGAH-E-ILAHI ME JAMA HONA HAQ HAi, USKA INKAR KUFR HAi, [SURAH ALBAQARAH,203. SURAH AL-MAIDAH,96. AL-INAAM,72. AL-ANFAL,24. AL-MUJADALA,9.] *************** ** *************** HASHR ROOH AuR JISM DONO KA HOGA, JO YE KAHE KE SIRF ROOH KA HOGA, YA SIRF JISM KA HOGA WOH KAFIR HAi. [ALMOTAQADUL-M UNTAQAD= ALMOTAMADUL-MU STANAD] *************** ** *************** US DIN ZAMEEN TANBE KI HOJAEGI, [SURAH IBRAHEEM,48] US DIN SURAJ SIRF EK MEEL KI DOORI PAR HOGA, {arabi me mil distance ke liye bhi bola jata hai, aur surma lagane ki salai ko bhi kahte hai, dono me se kiya murad hai woh ALLAH KE RASOOL bahtar jante hai. SAHEEH MUSLIM bab; fi sifati yaumil-qiyamah} *************** ** *************** SURAJ KI GARMI SE BHEJE IS TARAH KHAOLTE RAHENGE, JAISE HAANDIYAN KHAOLTI HAi, PASEENA INTA NIKLEGA KE ZAMEEN SATTAR GAZ ANDAR TAK WOH PASEENA CHOOS LEGI, Unlike · · Share · November 12 at 8:51pm via mobile ·
Posted on: Thu, 14 Nov 2013 11:39:46 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015