micromax compani ka mobil matlena mene liya ta 7 7 13 ko liya or - TopicsExpress



          

micromax compani ka mobil matlena mene liya ta 7 7 13 ko liya or 19 7 ko karab ho gaya yaar sarvic centar pe dekar aya ho mobail ko diye hue aaj 6 din hogay abi ko jawab nahin kya karon kota ki naami dukan se mobil liy ta sur sansar se us ne ye kahakar apna pala jad liya ki sarvic centar par jao ab ham kya karen ham tahre garib aadmi hane to 1 1 rs jodkar mobil ke liye pese ikata kiya ta ham to lot gaye yaar
Posted on: Mon, 05 Aug 2013 09:07:50 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015