آج کے منتخب اشعار میں سب کا انتخاب - TopicsExpress



          

آج کے منتخب اشعار میں سب کا انتخاب بہت عمدہ تھا ۔ جو منتخب ہوئے وہ درج ذیل ہیں۔ امید ہے آپ کو پسند آئے گے ۔۔۔۔۔۔۔۔۔!!!! Umair Shahzad : دل یہ کہتا ہے کہ تعبیر کا گھر دیکھوں گا رات آنکھوں میں گزاروں تو سحر دیکھوں گا اے غم زیست! کوئی موڑ بھی منزل کا نہیں اور کب تک میں مسلسل یہ سفر دیکھوں گا Xawata Afnan : kya dhoonte ho ankh ki tehreer mai kya hai.. ek khwab hai bs khwab ki tabeer mai kya hai.. Shahzad Yousaf: Ik Khwab Ki Hay tabeer LaHO Wadi Ki Fiza Dil-Geer Lahu Har Ban Pe Hai Zanjeer Lahu Aur Subah Ki Hai Tanveer Lahu Yaseen Saif: Sab kahaniyan he sahi sab mubaalghy he sahi Wo khaab hai to tabeer kar ke dekhte hen..!! Shayan Shaan : ..هر شب تیرے خیال میں بنتا تها میں جو خواب.... هر خواب کی میرے بس تعبیر تم سے هے... Muhammad Muqtadar Fatimi : پھرتا ھوں روز وادیِ جنت کے ارد گرد! تعبیرڈھونڈئے! مِرے دیرینہ خواب کی!! Muskaan Sehar دل یہ کہتا ہے کہ تعبیر کا گھر دیکھوں گا رات آنکھوں میں گزاروں تو سحر دیکھوں گا اے غم زیست! کوئی موڑ بھی منزل کا نہیں اور کب تک میں مسلسل یہ سفر دیکھوں گا Farwa Bukhari: Raah koi tabeer ki nikalo tum, Ya mere khawb maar daalo tum.. Pari Malik: Aik Khawab Tha Par Tabeer Na Thi Aik Chehra Tha Par Haqiqat Na Thi Khayal Hi Kaafi Tha Behlane Ke Liye Par Is Khawab Mei Kyo Sachai Na Thi? Abdul Malik Abro: tabeer se mehroom mere khwab bhut the sada see khani thi magr bab bhut the Farõõq Ul Abidin . Dekha he malookiyat-e-afrang ne jo khwaab Mumkin he ke us khwaab ki tabeer badal jaye Wasim Khan: Shouq-e-Tabeer mein Ghar bar luta baitha tha Mai bhi kis khawb se umeed laga baitha tha 2) Tabeer ki Shadeed Aziyat mein mar gya Marta tha khawb pr jo Haqiqat mein mar gya Frozen Eyes: sochta rehta hoon tujh ko dekh kr khwab hai ya khwab ki taabeer hai Udaas Log: مِسمار کرنے آئی مِری راحتوں کے خواب تعبیر وَسوَسے لئے سب چاہتوں کے خواب Sidra Sid : rah koi tabeer ki nakalo tum ..... ya mery khowab mar dalo tum ..... Raja Riaz Jalbani: Mera Masla Tabeer Kb Hai,.,., Mere To Khuwab Marty Ja Rahy Hain. . . . 2) Tabeer Hi Sochty Rahy Aduray Khuwabon Ki,,,,,,, Aur Neend Raat Bhar Aankhon Ki Dahleez Per Tarpati Rahi,,,.,. Mariyam Ali Khawaja : Ab kis khawab ki Tabeer mangty hö tm duaon myn ? .. Wo judai ka khaof to pora ho chuka .. ایڈمنز : زندگی خاک نہ تھی۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔خاک اُڑاتے گزری۔۔۔۔۔
Posted on: Mon, 16 Sep 2013 15:00:17 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015