101. Amritsar Shahar ki neev kisne rakhi thi Guru Ramdas 102. - TopicsExpress



          

101. Amritsar Shahar ki neev kisne rakhi thi Guru Ramdas 102. Bhart me sabse pahle kon sa samachar patra prakashit hua tha Bengal Gudget 103. Bharat me radio prasaran ki shuruwat kab hui 1936 104. Bharat ke char MahaNagro me Internet ki shuruwat kab hui 1997 105. America me Das Partha ko awaidh goshit kab kiya gaya 1865 106. Aam Aadmi Party ka chunav chin kya hai Jhadu 107. Type writer ka avishkar kisne aur kab kiya tha Peligrino ne 1808 me 108. Sachin Tendulkar ne aakhiri match kahan khela Mumbai me 109. Sachin Tendulkar ne apna aakhiri match kiske khilaaf khela West Indies 110. Bharat ka 29 va rajya kon sa bana hai Telangana 111. UNO ki full form kya hai United Nations Organization 112. Bukamp ka trivta maapne ke liya kis paimane ka prayog kiya jata hai Recter 113. Kis bhartiya rajya ki tat ( तट ) rekha sabse lambi hai Andhra Pradesh 114. Tehri Bandh kis nadi par bana hai Bhagirathi 115. Bhartiya Savidhan me rajya niti ke nirdeshak sidhant kis rashtra ka savidhan se liye gaye hai Ireland 116. Bharat ka Flying Sikh kise kaha jata hai Milkha Singh 117. Vaayumandal ki sabse nichali parat kon si hai Shobh Mandal 118. Bengal ka sabse pahla Governor General kon tha Waren Hostings 119. Nalanda Vishva vidyalaya kis rajya me sthit hai Bihar 120. Bharat ka pahla Nagar Nigam kahan sthapit hua tha Madras 121. Nakhoon me upsthit protein ka kya naam hai Carotin 122. Gas Cylinder me Gas ki leakage ka pta lagane ke liye kon se gandh yukt padarth ko milaya jata hai Ethelyn Marcaptan 123. Manushya shareer ka kon sa bhaag euriya banata hai Liver 124. Kaam karne ke baad Peshiyon me thakawat kyo mahsoos hoti hai Peshiyon me Lectic Amal ikktha ho jane ke kaaran 125. Maru Mahotsav kahan manaya jata hai Jaisalmer 126. Pakistan ka rashtriya khel kon sa hai Hockey 127. Pustak “One Night at Call Center” ke lekhak kon hai Chetan Bhagat 128. PT Usha ka pura naam kya hai Pilavullakandi Thekkeparambil Usha 129. Behrin ki Mudra (Currency) ka kya naam hai Dinar 130. Anna Hazare ka patrik gaanv Ralegan Siddhi kis rajya me sthit hai Maharashtra 131. Computer ko control karne wale program ka kya naam hai Operating System 132. Rashtriya chin ke niche likha gaya shabd “Satyamev Jayte” kahan se liya gaya hai Mundak UpNishad 133. Harit Kranti ki shuruwat kis varsh hui thi 1960 134. Sabse kathor (Hard) padarth kon sa hai Heera 135. Swaj Nahar kin do sagro ko jodti hai Lal Sagar aur BhuMadhya Sagar ko 136. Asia ko Europe se kon sa parvat alag karta hai Kakeshash 137. Asia shabd ki utpati kis bhasha ke shabd se hui hai Hibru bhasha ke Asu shabd se 138. Bharatiya sudhar samiti ki sthapna kisne kit hi Dada Bhai Naroji 139. Kis Rajya ki vidhan sabha ka karyakaal 6 varsh ka hai Jammu Kashmir 140. Bahart me kitne Rajya aur Kendra Shashit Pradesh hai 28 Rajya aur 7 Kendra shashit Pradesh 141. Abdul kalam Azad ko kis varsh Bharat Ratna Award se sammanit kiya gaya 1992 142. Oscar Puraskar kis shetra se sambandhit hai Film 143. Duniya ka sabse purana shahar kise mana jata hai Damascus 144. Sahad me paya jane wala meetha padarth ka kya naam hai Fructose 145. Taslima Nasrin ka sambandh kis desh se hai Bangladesh 146. Manushya ki aankh ki shamta kitni hoti hai 576 Mege Pixel 147. Kis desh ne Mahilayon ko pahle Vote karne ka adhikar diya hai New Zealand 148. Olympic me prayog hone wale paanch ring ka rang kya hai Black, Blue, Red, Green and Yellow 149. Modem ki full form kya hai Modulator and Demodulator 150. Kon sa Asian Desh “Land of Golden Pagoda” ke naam se jana jata hai Myanmar
Posted on: Mon, 01 Dec 2014 20:53:48 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015