#4240 Hame to apno ne loota, Gairon me kahan dum tha Haddi meri - TopicsExpress



          

#4240 Hame to apno ne loota, Gairon me kahan dum tha Haddi meri tooti wahan, jahan hospital band tha Hame us ambulance me le jaya gaya, jisme diesel kum tha Hame auto me le jaya gaya, kyuki kiraya kam tha Hame doctoron ne uthaya, Nurson me kahan dum tha Hame us bed pe letaya gaya, jisme laga bomb tha Hame to bomb ne udaya, Goli me kahan dum tha Hame sadak me dafnaya gaya, kyuki kabristan me function tha, Hame aapko aur bhi pakana tha, par kambakht time kum tha!!! 20 male :::::::::admin align::::::: tumhe daaant ki nahi.pyaar ki zarurat hai... daacter saab kehte hain pagalo se pyaar se paish aana chahiye
Posted on: Thu, 03 Oct 2013 20:05:43 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015