51. Gautam Budhha ki patni ka kya naam tha Yashodhra 52. Duniya - TopicsExpress



          

51. Gautam Budhha ki patni ka kya naam tha Yashodhra 52. Duniya ka sabse jahrila janwar kon sa hai Arrow Frog 53. Kache Fal (Fruits) ko pakaane me kon si gas upyog me laayi jati hai Ethilin 54. Surya aur prithvi ke beech chandrma kab aata hai Surya grahan ke samay 55. Machhliyon ke yakrit tel me kis ki parchur matra hoti hai Vitamin – A 56. Vigyapan me prayukt rangeen visarjan naliyon me kon si gas paryog me laayi jati hai Ne 57. Manushya ke Jigar aur Maspeshiyon me sanchit Glaiclon kya hai Bahu-sharkra 58. Cement ka jamkar kathor hone ka kya kaaran hai Jal Yojan Aur Jal Apghatan 59. Kaanch kya hai Kaanch Akrishtliya thos ke roop me ek atishitit darv (liquid) hai 60. Shushk barf kya hoti hai Thos (solid) Carbon Di-Oxide 61. Kis desh me mahilayon ki jeevan partyasha sabse jyada hai Japan 62. Bharatiya Rashtriya calender ka sabse pahla mahina kon sa hai Chaitra 63. Bharat ka sabse purana vishv vidhyalya kon sa hai Kolkata 64. Homyopathic ka sansthapak kon tha Honeyman 65. Himoglobin ke atom se Oxygen ke kitne atom bandh sakte hai Chaar (4) 66. Simmogram dwara kiska adhyan kiya jata hai Bhukamp 67. Saddam Hussain dwara likha gya prem katha aadharit upnyaas kon sa hai Jabiba and the king 68. Lenin ka Shav (dead body) 86 saal se kahan surkshit hai Masco ke museum me 69. Rajasthan ka khajuraho kise kaha jata hai Kiradoo ka mandir 70. Rashtrapati apna tyagpatra kise deta hai UpRashtrapati ko 71. Kis lekhak ne Mahatma Gandhi par vivada- sapad kitab likhi hai Joseph Lelivend 72. Bharat me kitne parmanu bihjlighar hai Bees (20) 73. IAEA ke anusar kisi vaykti ke saal me kitne radiation ke sampark me aane par Cancer ka khatra hota hai Saalbhar me 100 Milicevert 74. Bharatiya Rail ka vishv me kon sa sthan hai 4th 75. Peetal me kon si dhaatu ka mishran hota hai Zasta Aur Tamba 76. Kansa me kon si dhaatu ka mishran hota hai Tin Aur Tamba 77. Pani par duniya ka sabse lamba pul kahan par bana hai China me 42,50 Km lamba 78. UID of kya naam diya gya hai Aadhar 79. Uttar bharat me partham sarp udhaan kahan par stith hai Kota me 80. TRP ka pura naam kya hai Tele Raiting Prize 81. Duniya ki sabse chhoti yog trainer kon hai Chhah (6) saal ki Shruti Pandey (Ahemdabad) 82. Desh ka pahla green station kahan par hai Jammu kashmir me Manwal station 83. Mile Sur Mera Tumhara geet kisne likha tha Suresh Mathur 84. Paanch baar world champian mukkebaaz kon hai M. C. Marricom 85. Surya Dharti se kitne guna bada hai 109 guna 86. Facebook ka Nirmaan kisne kiya hai Mark Zuckerberg 87. Raagdarbari kiski rachna hai Shrilal shukal 88. Agra shahar ki sthapna kisne ki thi Sikandar Lodhi ne 89. Nuclear reacter time bomb ke lekhak kon hai Takashi Heroz 90. Black hole ke sidhant ko kisne partipaadit kiya tha S. Chandrashekhar 91. Dada Saheb Phalke puraskar kab shuru kiya gaya tha 1969 92. Duniya ka sabse chhoti mahila kon hai Jyoti Aange (20 Inch) 93. WHO ka Mukhyalaya kahan par sthit hai Jenewa (Switzerland) 94. Aine Akbari ke lekhak kon hai Abul Fazal 95. Hopmen Cup kis khel se sambadhit hai Tennis 96. Deshbandhu ke naam se kon jane jate hai Chitranjan Das 97. Keeton par study ko kya kaha jata hai Atomology 98. Kutub Minar ka nirman kisne karvaya tha Kutubdin Aibak ne 99. Bengal ke vibhajan ke samay congress ke adhyaksh kon the Gopal Krishan Gokhle 100. Sall ka sabse chhota din kon sa hota hai 22 December 101. Amritsar Shahar ki neev kisne rakhi thi Guru Ramdas 102. Bhart me sabse pahle kon sa samachar patra prakashit hua tha Bengal Gudget 103. Bharat me radio prasaran ki shuruwat kab hui 1936 104. Bharat ke char MahaNagro me Internet ki shuruwat kab hui 1997 105. America me Das Partha ko awaidh goshit kab kiya gaya 1865 106. Aam Aadmi Party ka chunav chin kya hai Jhadu 107. Type writer ka avishkar kisne aur kab kiya tha Peligrino ne 1808 me 108. Sachin Tendulkar ne aakhiri match kahan khela Mumbai me 109. Sachin Tendulkar ne apna aakhiri match kiske khilaaf khela West Indies 110. Bharat ka 29 va rajya kon sa bana hai Telangana 111. UNO ki full form kya hai United Nations Organization 112. Bukamp ka trivta maapne ke liya kis paimane ka prayog kiya jata hai Recter 113. Kis bhartiya rajya ki tat ( तट ) rekha sabse lambi hai Andhra Pradesh 114. Tehri Bandh kis nadi par bana hai Bhagirathi 115. Bhartiya Savidhan me rajya niti ke nirdeshak sidhant kis rashtra ka savidhan se liye gaye hai Ireland 116. Bharat ka Flying Sikh kise kaha jata hai Milkha Singh 117. Vaayumandal ki sabse nichali parat kon si hai Shobh Mandal 118. Bengal ka sabse pahla Governor General kon tha Waren Hostings 119. Nalanda Vishva vidyalaya kis rajya me sthit hai Bihar 120. Bharat ka pahla Nagar Nigam kahan sthapit hua tha Madras 121. Nakhoon me upsthit protein ka kya naam hai Carotin 122. Gas Cylinder me Gas ki leakage ka pta lagane ke liye kon se gandh yukt padarth ko milaya jata hai Ethelyn Marcaptan 123. Manushya shareer ka kon sa bhaag euriya banata hai Liver 124. Kaam karne ke baad Peshiyon me thakawat kyo mahsoos hoti hai Peshiyon me Lectic Amal ikktha ho jane ke kaaran 125. Maru Mahotsav kahan manaya jata hai Jaisalmer 126. Pakistan ka rashtriya khel kon sa hai Hockey 127. Pustak “One Night at Call Center” ke lekhak kon hai Chetan Bhagat 128. PT Usha ka pura naam kya hai Pilavullakandi Thekkeparambil Usha 129. Behrin ki Mudra (Currency) ka kya naam hai Dinar 130. Anna Hazare ka patrik gaanv Ralegan Siddhi kis rajya me sthit hai Maharashtra 131. Computer ko control karne wale program ka kya naam hai Operating System 132. Rashtriya chin ke niche likha gaya shabd “Satyamev Jayte” kahan se liya gaya hai Mundak UpNishad 133. Harit Kranti ki shuruwat kis varsh hui thi 1960 134. Sabse kathor (Hard) padarth kon sa hai Heera 135. Swaj Nahar kin do sagro ko jodti hai Lal Sagar aur BhuMadhya Sagar ko 136. Asia ko Europe se kon sa parvat alag karta hai Kakeshash 137. Asia shabd ki utpati kis bhasha ke shabd se hui hai Hibru bhasha ke Asu shabd se 138. Bharatiya sudhar samiti ki sthapna kisne kit hi Dada Bhai Naroji 139. Kis Rajya ki vidhan sabha ka karyakaal 6 varsh ka hai Jammu Kashmir 140. Bahart me kitne Rajya aur Kendra Shashit Pradesh hai 28 Rajya aur 7 Kendra shashit Pradesh 141. Abdul kalam Azad ko kis varsh Bharat Ratna Award se sammanit kiya gaya 1992 142. Oscar Puraskar kis shetra se sambandhit hai Film 143. Duniya ka sabse purana shahar kise mana jata hai Damascus 144. Sahad me paya jane wala meetha padarth ka kya naam hai Fructose 145. Taslima Nasrin ka sambandh kis desh se hai Bangladesh 146. Manushya ki aankh ki shamta kitni hoti hai 576 Mege Pixel 147. Kis desh ne Mahilayon ko pahle Vote karne ka adhikar diya hai New Zealand 148. Olympic me prayog hone wale paanch ring ka rang kya hai Black, Blue, Red, Green and Yellow 149. Modem ki full form kya hai Modulator and Demodulator 150. Kon sa Asian Desh “Land of Golden Pagoda” ke naam se jana jata hai Myanmar
Posted on: Wed, 03 Dec 2014 20:12:02 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015