AURAT AUR MARD KI NAMAZ MAIN FARQ ?????? AURAT AUR MARD KI NAMAZ - TopicsExpress



          

AURAT AUR MARD KI NAMAZ MAIN FARQ ?????? AURAT AUR MARD KI NAMAZ MAIN AGAR KOI FARQ NAHI HAI TO MERA FIRQUA GHAIRMUKALLID AHLEHADEESOO SE GUZARISH HAI KE 1. APNI MASJIDOO MAIN AZAAN APNI GHAR KI AURTOO SE DILWAO ??? ... 2. APNI DADI JAAN YA AMMI JAAN SE MASJID MAIN IMAMAT BHI KARWAO ??? ... 3. KABHI KABHI APNI GHAR KI AURTOO KO KAHO KE BINA SAR DHAKE NAMAZ PARHE KYU KE ALLAH KE NABI NE BINA SAR DHAKE BHI NAMAZ PARHI HAI AUR SAR DHAKNA FARZ NAHI HAI ??? ... 4. KABHI KABHI APNI GHAR KI AURTOO SE KAHO KE HALF KAMEEZ YA HALF SHIRT PAHAN KE NAMAZ PARH LE KYU KE KOHNI DHAKNA FARZ NAHI HAI ??? ... 5. APNI GHAR KI AURTOO SE KAHO KE TAKHNA KE OPAR PAIJAMA YA PANT PAHAN KAR NAMAZ PARHE KYU KE ALLAH KE NABI KA TAKHNA NAMAZ MAIN BHI KHULA RAHTA THA ??? ... AUR GHAIRMUKALLID BHAIYOO AGAR AAP NE APNI GHAR KI AURTOO KO IS TARHA NAMAZ PARWAI TO IN SHAA ALLAH MAIN MAAN LOOGNA KE AAP YEH MAANTE HAIN KE AURAT AUR MARD KI NAMAZ MAIN KOI FARQ NAHI HAI.
Posted on: Wed, 18 Sep 2013 20:45:50 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015