Aaj Vikash ka matlab hi badal gaya koi mare mai charcha mai - TopicsExpress



          

Aaj Vikash ka matlab hi badal gaya koi mare mai charcha mai rahu.kisan aam admi kaise ji raha hai koi nahi dekhne wala nahi teacherprofesor ias ips salary increas ho raha hai magar kisan jaha tha ohi hai kheti se hi uska ghar sadi bacha padta hai sari kam kheti se hi jab kisan bechne jata hai to dam nahi milta hai udhar mai dekar aana parta hai jab wohi wo kharidne jata hai use dogune dam mai milta ye bich ka admi dalali se croro kama ke pura system ko apne sisab se rakhata hai .ispe koi neta kuch nahi kahta kyo uski netagiri usi se chalti kyo apke kya lagta hai ????????kuch kahna hai ....to ab to boliye
Posted on: Wed, 30 Oct 2013 06:19:32 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015