Assalam alaykum warahmatullahi wabarakatuhu.nabi s.a.w nay abu - TopicsExpress



          

Assalam alaykum warahmatullahi wabarakatuhu.nabi s.a.w nay abu huraira r.a ko 5 nasihat dee.sabse pehli nasihat dee aye abu huraira tum haraam kaamow se bacho tum logow mai sabse zyada allah swt ki ibadat karogay. Quran mai allah swt ka farman hai. Aye nabi s.a.w app kehdijiyeh k mai tjmhey us chees ko padh kar na sunawo jisko tumharay rab nay haraam kiya. Tum allah swt k sath kissi ko shareek mat karo. Suran anaam ayat 151. Is ayat se yeh sabak mila k koib hoo allah swt k sath usk sifaat mai shareek karna haraam hai aur joh shareek karta hai woh haraam aur shirk kar raha hai.
Posted on: Sat, 24 Aug 2013 18:57:44 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015