Assalamu Alaikum Warahmatullahi Wabarakatuh; Bismillah Hir - TopicsExpress



          

Assalamu Alaikum Warahmatullahi Wabarakatuh; Bismillah Hir Rahman Nir Raheem (ﺑﺴﻢ ﺍﻟﻠﻪ ﺍﻟﺮﺣﻤﻦ ﺍﻟﺮﺣﻴﻢ Hadith: Agar noha (matam) karne wali bina tauba ke mar jaye to Allah subhanhu usko tarkol ka libas aur Dozakh ke sholo ka kurta pahnayega . Abu Malik al-Ashari Radi allahu anhu se rivayat hai ki meri ummat mein jahiliyat ki ( yani kufr ke zamane ki) 4 cheezin hain jisko ye log chorhte nahi hain 1. Apne hasab (ohde) par fakhr karna ,dusro ke nasab (khandan) par taane karna , sitaron se pani ki ummed rakhna , aur chotha noha (matam) karna ,agar noha (matam) karne wali bina tauba ke mar jaye to Allah subhanhu usko tarkol ka libas aur Dozakh ke sholo ka kurta pahnayega Sahih Muslim, Vol 2, 2160 . Hazrat Abu Malik Ashari Radi- Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallhu-Alaihi- Wasallam ne farmaya noha (Matam) karna jahiliyat ka kaam hai , aur noha karney wali agar bina tauba ke mar jaye to Allah subhanhu usko tarkol ka libas aur Dozakh ke sholo ka kurta pahnayega Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 1581 ( Hasan)------------------------ ---------------------------------- . --------------------------------------------- ------------- Abu Malik al-Ashari reported Allahs Messenger sallallahu alaihi wasallam as saying: Among my people there are four characteristics belonging to pre- Islamic period which they do not abandon: boasting of high rank, reviling (absuing) other peoples genealogies (ancestors) , seeking rain by stars, and walling. And he (further) said: If the wailing woman does not repent before she dies, she will be made to stand on the Day of Resurrection wearing a garment of pitch and shirt of flaming fire. Sahih Muslim, Book 4, Hadith 2033 . It was narrated from Abu Malik Ashari that the Messenger of Allah said: Wailing is one of the affairs of the Days of Ignorance, and if the woman who wails dies without having repented, Allah will cut a garment of pitch (tar) for her and a shirt of flaming fire. Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 1581 (Hasan)
Posted on: Wed, 29 Oct 2014 06:35:04 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015