Bismillahirrahmanirraheeem UMMAT E MUHAMMADIA ME SHIRK AA SAKTA - TopicsExpress



          

Bismillahirrahmanirraheeem UMMAT E MUHAMMADIA ME SHIRK AA SAKTA HAI !!! To Aye Nabi saw Allah ke siwa kisi or mabood ko mat pukaarna warna Aap ko azaab diya jayega , (Surah 26 ash-Shuara , Aayat no 213) Momino usi Allah ki taraf rujoo kiye raho or Allah se darte raho or Namaz padhte raho or Mushrikon mein na hon (Surah 30 ar-RooM Aayat no 31) 1-Nabi sawne Farmaya , sare Nabiyon asko 1 ek Magbool Dua milti hai , sare Nabiyon asne apni zindagi mein oh Dua maanglien , par Main sawis Dua ko Bachaye rakha hun ke Qiyamat ke din Main sawsifarish karunga us shakhs ke liye jo Allah ke saath kisi ko shareek kiye bagair maara ho , To Main sawuske liye sifarish karunga Insha Allah , {Bukhari&Muslim} 2- Nabi sawne Farmaya ke khabaardar tum se pahle ki ummat apne Nabiyon or Shaalein Auliya ke Qabr ko sajdah Ibaadat Gaah Bana liya tha , Khabaardaar Main tum logon ko mana karta hun ke tum kisi ke Qabr ko Sajdah ya ibaadat Gaah na bana lena , {Muslim} 3 - Nabi sawne farmaya ke meri ummat mein shirk aise dakhil ho jayegi ke jaise Chuuti chalti hai ke koi aawaz nahi aati waise meri ummat mein shirk dhakhil hoga , Lekin Main sawtum ko ek Dua sikhata hun jo tumhe chhoti or badi shirk se bachayega , kaho Dua , {Aye Allah mujhe bachha ke main jaante bhujhte tere saath kisi ko shareek karo , or yeh ke main Anjane mein tere saath kisi ko shareek karo Aye Allah mujhe isse bachha or apne panah mein rakh} {Hakim}{Tirmizi, ke Nawazer ul wasool mein riwayat kiya hai , or iska sanda sahi hai} 4-Nabi sawne farmaya ke main is baat se sabse zayad daar ta hun ke , mere baad meri ummat mein khufr or shirk karenge , 1 khufr Taqder ka inkaar , 2 Sitaron se yakin yani yeh kahe ke mara sitara Gaardish mein hai or yeh shirk hai , {Abu Yaala , iska sanda sahi hai} 5-Nabi sawne farmaya ke Main is baat se daarta hun ke mere baad meri ummat mein 3 chiz aayegi or main nahi chahata ke woh 3 chiz aaye lekin woh aake rahegi , 1 Sitaare par yakin , 2 Baadsha ka zulm , 3 Taqdeer ka inkaar , {Mushnad Ahmad} {Taabrani al Kaaber , iska sanad sahi hai} 6- Nabi sawne farmaya ke meri ummat mein Namaz ko chhod na Kufr or shirk hai , {Muslim} 7 - Nabi sawne farmaya Allah ka Banda or shirk mein Namaz chhod na hai jo shakhs Namaz chhoda usne shirk kiya , {Tirmizi , Ibn Maazah} 8 - Abu Saeed razse riwayat hai ke , Hum log masih Dajjal ki baat kar rahe the , to Nabi sawaaye or farmane lage ke Main sawbaatao ke Dajjal se zayada Main saw kis baat se daar ta hun , Sahaba razne farmaya zarur baatain ki Aap saw Dajjal se zayada kis baat se darte hai , to Nabi saw ne farmaya ke woh chupa hua shirk hai yani Riyaa Dekhawa ke Banda Namaz ke liye khada hua or kisi ko dekha ne ke liye Namaz paade Allah ke samane khada hoke Bando ka razamandi hasil kare ye shirk hai , {Bukhari} {Ibn Maaza}yeh hadees Hasan hai, 9 -Nabi sawne farmaya ke jo shakhs Bad shagun liya usne shirk kiya , {Abu Daood , Tirmizi , Ibn Maazah , Taabrani} 10 - Nabi sawne farmaya jisne Kaahin or Araaf ke paas jaye or uski baat maanli to usne Mujh par jo kuch Nazil hua hai usne inkaar kiya or yeh shirk hai , {Mushnad Ahmad , Hakim} 11 - jisne Allah ke Aalawa Qasam khai usne shirk kiya , {Bukhari , Muslim , Tirmizi , Hakim} 12 -Abdullah bin Juber razne farmaya ke Umer faroque raz or main , Ghooda ki race lagai to main unse aage nikal gaya to maine kaha Kaaba ki Qasam main aage nikal gaya , fir Umer razmujhse aage nikal gaye to Umer razne kaha Kaaba ke Rab ki Qasam main jeet gaya , fir Umer razmujhe maarne ko aaye or kaha ke Tum Kaaba ki Qasam khata hai , yeh shirk hai , {Bahqi , sunan al Kubra , yeh hadees sahi hai} 13 - Abdullah bin Hubaira razkahte hai ke Ali raz bin Talib kahte hai ke Taweez latkana jahiliya ka tarika hai , yeh shirk hai , {jame bil Hadees , Abdul Wahab , ye hadees sahi hai} 14 - Qaish bin Hasal Ashadi razkahte hain ke Abdullah bin Masood razapni biwi ke paas gaye to dekha ke unki biwi Bhukhar ke waja se Gale mein Taweez pahne hue hain , to Abullah bin Masood razbohat gusha mein aa gaye or use thood diya fir kaha Abdullah ke ghar wale shirk se Ganni hai Shirk ke mohaaz nahi hai , or kaha ke hum ne Nabi sawse shikha hai ke Mantaar , or Taweez , Gannde , or Paliten ye sab shikh hai , {Hakim , is hadees ka sanad sahi hai} 15 - Hudaifa razek mariz Bimaar, ke paas gaye or dekha ke uske haat mein ek Taweez hai , to Hudaifa razus Taweez ko nikal diya or kaha ( Tum mein se aksar log Allah par Imaan lane ke baad Allah ke saat shirk karte hai , surah 10 yunus aayat no 106 ) , {Ibn Abi Hatim , apni tafseer mein riwayat kiya hai ,} 16 - Hudaifa raz ek Bimar mariz ke paas gaye iyadaat ke liye to dekha ke uske haath mein ek Dhagha bhadha hua hai , use puchha ke yeh kiya hai to usne kaha is par Dham kiya gaya hai , to Hudaifa razus Dhagha ko khaat diya or kaha ke agar tu is halat mein maar jaata to main teri Janaaza ki namaz nahi padth Q ki ye shirk hai , {Ibn abi Saiba} 17 - Abu Dardah
Posted on: Wed, 20 Nov 2013 03:35:25 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015