Dua kab jaldi kubul hoti hai 1. Farz namaz kay baad, 2. Aazaan aur - TopicsExpress



          

Dua kab jaldi kubul hoti hai 1. Farz namaz kay baad, 2. Aazaan aur Aqamat kay darmiyan, 3. Tahajjud kay waqt, 4. Barish Barastay waqt, 5. Safar main, 6. Aftaar k waqt, 7. Jummay k din ek Ghari, 8. Shab-e-Qadar main, 9. Aab-e-Zam Zam peetay waqt. 10. Arafat kay din Maidaan-e-Arafaat main, 11. Quran Pak ki Tilawat kay Baad. 12. Beemari ki halat mein 13. Khutbe ke doran jab imam thodi der ke liye bethte hain. Hazrat Muhammad (sallallahu alyhiwasallam) ne farmaya -raat k aakhir hisse me aur fazr namazo k baad.. ( tirmizi sharif.)
Posted on: Mon, 01 Jul 2013 06:15:03 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015