EK MINUTE IDHAR BHI............. mere ek student jo SANJARPUR - TopicsExpress



          

EK MINUTE IDHAR BHI............. mere ek student jo SANJARPUR AZAMGARH se talluq rakhte hain aaj un ka ek khat mujhe mausool hua...chunki kisi ek fareeq ki baat sun kar men koi faisla nahi kar sakta tha isi liye men woh khat jun ka tun aap ke beech yahan share kar raha hun taki sachchai aur haqeeqat ko samajhne main kuch madad mil sake..khuda kare ki mere student ki yeh bataen jhooti hon lekin agar woh such hain to yeh lamhae fikriya hai,,,qabil e tawajjah aur aur qabil gaur hai.... yeh hai khat aap bhi padhen... Assalamalikum... khairiyat se hai sir? Shayad sir RUC such me apna raasta bhatak gayi hai...ye mera apna khayal hai... Sir maine apne upar lage case k bare me Kalim Jamai sahab se baat ki to un k ye alfaz the "YE TUMHARE GHAR KI BAAT THI MUJHE NAHI MALOOM THA"...Is se saaf zahir hota hai ki unhe is case k bare me pata tha...RUC K ek leader ne ye kaha ki 25000: rupaya do mai case hatwa dunga .. Jisne Goli chalayi thi hum pe jab use Giraftar karne police us k ghar pahuchi to Tahir Madni sahab ne s/o par dabao banaya ki Giraftaar na kiya jaye (ye baat Hamid Sanjari jo ki madni sahab ki taraf se aaye the unho ne bataya ki upar se madni sahab ka hukm hai).. Kal phir unhone mujhe marne ki dhamki di aur kaha ki tujhe hum Jhote case fasa k jail me marwa denge... RUC k leader bikau ho gayi hai RUC k har leader ko is bare me pata hai lekin sb khamosh hai aur hamare khilaf kyu ki hum ameer nahi hain... RUC election jeet ti hai to Qaum ka fayeda ho ya na ho lekin hamara bahut bada nuksaan ho ga... Ab aap hi bataye HAMRE ghar wali aisi Party ka kabhi support karenge...meri rishteedar ko kidnaped karne ki dhamki mil rahi thi Police ne jb dhamki dene wale ka no. Track kar k pakda to Aamir Rashadi ne use ja k chudwa liya...chootne k baad wo phir waise hi kar raha tha ..kahne ko bahut baatein hai lekin kah nahi sakta...... M.S.ZILLY misterazmi11@gmail
Posted on: Sat, 22 Jun 2013 08:36:22 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015