Ek bohat bada bahadur tha usne zindagi me kabhi kisi ko salam nahi - TopicsExpress



          

Ek bohat bada bahadur tha usne zindagi me kabhi kisi ko salam nahi kiya tha ek baar wo apni foj le kar karbala se guzar raha tha to usne ek qabar pe pohanch kar salaam kiya uski foj ne kaha k tune duniya me aaj tak kisi ko salam nahi kiya phir is qabar ko q salam kar raha h to usne jawab diya k ye mujhse b bada bahadur h mari to foj hazaro par bhari padti h ye akela laakho par bhari tha, salaam ya mola abbas a.s
Posted on: Tue, 10 Sep 2013 19:00:38 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015