Gaur se samjhne ki koshish karna. Musalmano ki barbaadi ke 2 - TopicsExpress



          

Gaur se samjhne ki koshish karna. Musalmano ki barbaadi ke 2 raaz. 1. Fashion 2.duniyavi cheezon me rahat ka talaash karna sahaba , auliyaekraam bhi hum jaise insaan the unki bhi 2 ankh, 2 hath, 2 pair, 1 dil tha. Par unki zindagi me 2 behad qeemti cheezen thi jo duniya aur aqeerat ki kamyabi ka zariya bani. 1.saadgi(simpli city) 2.deen keliye qurbani deene ka jazba. Ab dushmanane islam ne yeh survey kiya aur musalmano ki zindagi se yeh 2 cheezen khatam kardi aur saadgi ko nikal kar inme fashion ko daqil kardiya dusri iinhe rahat aur aish o araam ki cheezen mohaiyya karke inme se deen keliye qurbani deene ka jazba khatam kardiya. Yeh 2 cheezen hame apne andar wapis laani hogi 1.saadgi aur 2.deen keliye qurbani deene ka jazba Ab faisla aapka amaal aapke. ALLAH Hamein Nek Amal Karne Wala Banaye (Ameen Summa Ameen)
Posted on: Fri, 26 Jul 2013 12:27:38 +0000

Trending Topics




© 2015