Ghazal Night .............Mumbai Mukaddar k sitaron per, Zamanay - TopicsExpress



          

Ghazal Night .............Mumbai Mukaddar k sitaron per, Zamanay k esharon per, udasi k kinaron per, kabhe veran shehraon per, kabhe sunsan rahon per, kabhi hairon ankhon main, kabhi bayjan lamhon main, tumhari yad chupkay say, koi sargoshi kerti hay, yeh palkain bheeg jati hain, do ansu tot girtay hain, main palkon ko jhukata hon, bazahir muskurata hon, faqat itna he kah pata hon, mujhey kitna sataty ho, MUJHEY TUM YAD ATAY HO, MUJHEY TUM YAAD AATAY HO
Posted on: Thu, 26 Sep 2013 13:38:15 +0000

Recently Viewed Topics




© 2015