Hadith: sajdo mein aitdal ikhtiyar karo aur tum mein se koi bhi - TopicsExpress



          

Hadith: sajdo mein aitdal ikhtiyar karo aur tum mein se koi bhi apney bazoo kuttey ki tarah na bicha de Anas bin Malik Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya sajdo mein aitdal ikhtiyar karo aur tum mein se koi bhi apney bazoo (sazdey ke waqt) kuttey ki tarah na bicha de ( yani kuhniyon ko sazdey ke waqt zameen se na chipka de) Sunan ibn Majah, Vol 1, 892-Sahih English Translation: It was narrated from Anas bin Malik Radi Allahu Anhu that the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said Be balanced in prostration; none of you should prostrate with his arms spread out like a dog. (means while prostrating a one should not touch his elbow on ground) Sunan ibn Majah, Vol. 1, Book 5, Hadith 892-Sahih
Posted on: Sun, 05 Oct 2014 20:27:55 +0000

Recently Viewed Topics




© 2015