Hai ajeeb shahar ki zindagi na safar raha na qayam hai Kahin - TopicsExpress



          

Hai ajeeb shahar ki zindagi na safar raha na qayam hai Kahin karobar si dophar kahin badmizaj si sham hai Kahan ab duaon ki barkatein wo naseehatein wo hidayatein Ye zarooraton ka khuloos hai ye matalbon ka salam hai Yun hi roz milne ki aarzoo badirakh rakhao ki guftagu Ye sharafate nahi be gharazuse apse koi kaam hai Wo dilo me aag lagaayega me dilon ki aag bujhaunga Use apne kam se kam hai mujhe apne kam se kam hai Na udas ho na malal kar kisi bat ka na khyal kar kai saal baad mile hai ham tire nam aaj ki shaam hai Koi naghma dhoop ke gaon sa koi naghma shaam ki chhaon sa Zara in parindon se poochhna ye kalam kis ka kalam hai -Dr BashirBadr पसंद ·साझा करें 12 व्यक्तियों को यह पसंदहै. Gurveer Singh Bagga bahut khoooob BASHIR SAHAB' पसंद·1·1 जुलाई Gurveer Singh Bagga Kahan ab duaon ki barkatein wo naseehatein wo hidayatein Ye zaroraton ka khuloos hai ye mataalbon ka salaam hai.............
Posted on: Wed, 09 Oct 2013 05:46:09 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015