Kaho To Laut Jate Hain Abhi To Baat Lamhon Tak He, Salon Tak - TopicsExpress



          

Kaho To Laut Jate Hain Abhi To Baat Lamhon Tak He, Salon Tak Nahi Aai Abhi Muskanon Ki Nobat Bhi Nalon Tak Nahi Aai Abhi To Koi Majborri Khiyalon Tak Nahi Aai Abhi To Gard Peron Tak He. Balon Tak Nahi Aai Kaho To Laut Jate Hain Chalo Ek Faisla Karne Shajar Ki Aut Jate Hain Abhi Kajil Ki Dori Surkh Galon Tak Nahi Aai Zuban Datoon Talak Hai Zehr Piyalon Tak Naheen Aai Ibhi To Musk-E-Kustori Ghazaloon Tak Nahin Aai Ibhi Rodad-E-Beunwan Humaray Darmian He, Duniyan Walloon Tak Nahin Aai Kaho To Lout Jatan Han Chalo Ik Faisala Karnay Sharjer Ki Out Jatan Han Abhi Nazdeek Han Ghar Aur Manzil Door He Apni Mubada Nar Ho Jayay Ye Hesti Noor Hai Apni Kaho To Lout Jatay Han Chalo Ik Fasala Karnay Shajar Ki Out Jatan Han. Ye Rasta Piyar Ka Rasta, Rasan Ka Dar Ka Rasta, Bohat Dushwar He Jana Keh Is Rastay Ka Her Zarra Bhi Ik Kohsar He Jana. Kaho To Lout Jatay Han Chalo Ik Fasala Karnay Shajar Ki Out Jatan Han. Maray Baray Na Kuch Socho Mujhay To Sath Tumharay Amer Hounay Ki Hasrat He Mujhay Tay Karna Ata He Rasan Ka Dar Ka Rasta Ye Asaboon Bhara Rasta Ye Andhi Ghar Ka Rasta Tumhary Gaisooun Ki Chaoon Mil Jayay To Suraj Se Ulajhna Bat He Kia He Utha Lo Apna Saya To Meri Ouqat Hi Kia He Tumhara Narm O Nazuk Hath Mere Hath Man Ho To Me Ye Samjho Ke Jasay Do Jahan Ho Mari Muthi Me Tumhara Kurb Ho To Mushkilan Kafoor Ho Jayain Ye Undhay Ur Kalay Rastay Pur Noor Ho Jayain. Mujhe Maloom He Itna Keh Dayem Zandagi Posheeda He In Char Kadmoon Me Bohat Si Ra-Hatan Muzmir Han In Dushwar Rastoon Man Meray Baray Na Kuch Socho Tum Apni Bat Batlaoo Kahoo To Chaltay Rahtay Han Kahoo To Lout Jatay Han...!!!
Posted on: Sat, 30 Nov 2013 08:06:50 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015