Kal Imran Khan ki speach sun kay yaqeen ho gya kay Imran Khan say - TopicsExpress



          

Kal Imran Khan ki speach sun kay yaqeen ho gya kay Imran Khan say Zaida Jhoota Insaan Pakistan Main sirf Tahir Ul Qadri hi hai. 48 hrs ki deadline ka matlab Imran Khan apni Baat say Mukar gya kay jab tak Nawaz Shreef resign na karay Islamabad protest continue rahay ga. Imran Khan Bhag Raha hai. I strongly advised to Pakistan govt kay is jhootay insaan say koi Mazakraat na karain. Zara hum bhi daikhan ye jhoota insaan. apna bachoon ko ghar batha kay logon kay bachoon ko kaisay marwata hai. Is ki politics apnay aap ki khatam ho jayee ge. Sab Pakistanio ko buhat mubarak! Pakistan is a tax free country now
Posted on: Mon, 18 Aug 2014 14:01:29 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015