Kitna khali kar diya kisi ne humei janmo k hisab kitab se kuchh hi - TopicsExpress



          

Kitna khali kar diya kisi ne humei janmo k hisab kitab se kuchh hi der mei...kuchh bacha hi nhi sa lagta h..humei azadi mil hi gai akhir...bacha kuchh janmo ka shayad baqi h...k usne bhi rakh hi diya h kuchh baqi..sochta hu khatm hua par bhram me rahna chahta hu..jo ho kuchh bacha to nikle akhir..yaqin h bacha h..kriya ab bhi aage badh rahi h isliye yaqin h..koi karm karega ya kar raha h ya soch raha h..ye safar khatm ho gaya to kriya khatm or kriya khatm to ho nhi sakti..yani bacha h par zor thora kam h..yani action ka reaction or na action to bhi reaction...yahi to h maya jiska akhir h satya or shuru bhi h satya..satya maya ke kapdo mei chhupa h..maya to dikhegi hi..jhankna hoga to aage badh sakenge...pranam sabko..munna ki bakwas aj bhi khatm kahan..bakwas k siva kuchh h kahan iss mashu mashu k pas..kahte h or kaha mante bhi h or nhi bhi...gahre mei dono ak hi..samajh ka fer h..hahaha..enjoying as ever..forever..
Posted on: Sat, 31 Aug 2013 10:33:40 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015