Kuch Anti social Elements page par comments box mein 5 sawal copy - TopicsExpress



          

Kuch Anti social Elements page par comments box mein 5 sawal copy paste kar rahey hain jiska jawab jahan tak mera ilm aur education tha mainey de diya baqi aap log comments mein aur kuch kahna chahtey hain kah dijiye Q1 Hindu musalman ko bhai kahta hai lekin musalman hindu ko kaafir kahta hai kyu ? 1. Kaafir ka matlab hota hai Allah ka inkaar karney wala isliye musalman hindu ko kafir kahta hai , Allah par imaan le aao phir hum bhi tumhey bhai kahngey aur hindu musalman ko kitna bhai samajhta hai uski jhalak gujarat mein dekh li aur aaj bhi rss aur vhp ke training camps mein jakar ye bata dekhi ja sakti hai ki kis tarah se musalman bhai ko kaatna chahiye ======================= Q2 jab koi musalman hindu ko slaam karta hai to hindu walaikum salam kahta hai , magar hindu raam ka naam leta hai to musalman uska jawab nahi deta Reply . Pahli baat musalman ko hindu ko salam karna allow hi nahi jo karta hai wo bewakoof hai ,Allah ki taraf se salamti sirf aur sirf musalman ke liye hai haan agar koi hindu sala kahey to jawab dena allow hai wo bhi walaikum kah kar , magar yadi hindu apney bhagwano ka naam lekar humein salam karey ya naara lagwaye to uska jawab dena hamarey imaan ko kharab karna hai jo hum kabhi nahi kar sakte. ======================= Q3.Hindustan ka 99% musalman janta hai go hatya band kar de to hindu-muslim duri mit jaye? Reply : agar aisa hai to pahley dusrey jaanwaro ki bali band karwao , aur rss aur bjp mein musalmano ko maarney ki training band karwao iskey baad muhabbat ki baat karna ======================= Q 4. Ghar ke samne masjid honey par bhi 60% musalman namaz nahi padta phir bhi ayudhya ki masjid ke liye adey hain , kyu ? Reply : jis din ye 60% musalman ghar ke samney masjid mein namaz padney lag jayengey uskey baad se babri masjid kya Insha Allah sari duniya fateh ho jayegi aur kisi madjid ke namazi kam honey se isko shaheed nahi kiya ja sakta agar aisa hai to aaj india mein hazaron mandir aisey hain jaha 90% hindu nahi jatey aur wahan makhkhi bhi nahi udti phir bhi hindus ayodhya ke liye kyu adey hain ? ======================= Q5.babar lutera tha aur usmey mandir girakar masjid banayee thi phir bhi musalman wahan mandi bananey mein help nahi kar arehy ? Reply: Baat azadi ke baad ki karo , hum sabney mulk aazad karwaya ahai aur uskey baad jo jahan hain jaisa hai waisey hi rahna chahiye , aur babri masjid aazadi ke baad se thi aur agar phir history mein jana hai to sirf babaar tak kyu aur peechey jao to pata chalega ki jab Adal alaihi salam aaye they tab se is sari duniya mein ek bhi mandir nahi tha phir bhi hum to kuch nahi kahtey ki sarey mandir hatao .
Posted on: Sun, 21 Jul 2013 11:48:07 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015