Kya aap jante hein? 1.Urdu adab ki pehli nasri - TopicsExpress



          

Kya aap jante hein? 1.Urdu adab ki pehli nasri tasneef.(Sabras) 2.Mersiye ke ajza-e-tarkibi kis ne muta-ayyan kiye.(Meer Zameer). 3.Gul-e-bakaoli kis kitab ka tarjama he.(Mazhab-e-ishq) 4.Sabras kis kitab ka charba mana jata he.(Dasturul -ush-shaq) 5.Faizi, Baidil,Moumin, Souda kis dabistan se talluq rakhte hein.(Dabistan-e-Dehli) 6.Kis ki masnaviyan aap biti kahi jati hein.(Mirza Shouq) 7. Kis Dram-e- mein 17 ghazlein, 6 geet, UR 8 thumriyan hein.( Inder Sabha) 8.Dasna mein koun se mash-hoor adeeb peda hue.( Sayed Suleman Nadvi) -9. Urdu short hand ki ibtida kis ne ki.( Hadi ruswa) 10. Urdu ke kis sdhair ne Hali ka marsiya likha.( Safi Lukhnavi)
Posted on: Mon, 09 Sep 2013 02:54:59 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015