Kya aap sare log 786 aur chand tare ka matlab jaante hain.mujhse - TopicsExpress



          

Kya aap sare log 786 aur chand tare ka matlab jaante hain.mujhse kisi ne is swal ka jawab poocha tha aaj main sare logo k samne iska jawab de raha hun.7 ka matlab hai 7 aasmaan.8 ka matlab hai 8 jannet k derwaze hain.6 ka matlab hai allahtala ne 6 din mein yeh duniya banayee.chand ka matlab hota hai allah aur jo chamakdar tara hai uska matlab hai mohammed sallallaho alaih wasallam.aur jo chote chote tare hain jinse allah ne sara aasmaan sajaye hain wo hain sare buzurgane deen oliyaye ikran jin ki wajah se aaj islam zinda hai.waise to sare log786 ka matlab jante hai.bismillairrehmanirrahim mager detail mein iska matlabyeh hai.jin jin islami bhaiyon aur behno ko iska matlab nahi pata hai un tak mere is message ko pahocha dijiye.aapki badi maherbani hogi.jazakallahkhairan kasira
Posted on: Mon, 15 Jul 2013 12:30:06 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015