Maine to hamesha apne pyaar ka ikraar kiya... Bas tune hi aaj tak - TopicsExpress



          

Maine to hamesha apne pyaar ka ikraar kiya... Bas tune hi aaj tak ijhaar na kiya... Ye yakeen hain mujhe ki pyaar to tu bhi mujhse karti hai, Par jaane kyon ijhaar karne se darti hai... Shayad tujhe mere pyaar par yakeen nahi hai, Ya phir meri chahat ki kadar nahi hai... Main nahi kehta ki tu mujhse pyaar kar, Main nahi kehta ki tu mohabbat ka ijhaar kar... Bas itna karde ehsaan mera par, Dede mujhe zehar aur iss dard se riha kar...
Posted on: Sat, 15 Jun 2013 06:13:57 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015