Meri ankhon main utar aao inhen samandar kar do, Kuch der sahi - TopicsExpress



          

Meri ankhon main utar aao inhen samandar kar do, Kuch der sahi mohabat ki 1 nazar kar do, Toot kar yun milo arman na reh jae koi, Yun mohabat k har lamhe ko amar kar do, Tumpe aay na kabhi waqt kayamat jesa, Bari mushkil hai judai esay mukhtasar kar do, Jin K noor se mil jay benaie mujhe bhi, Apne khowabon ko meri ankhon ki nazar kar do, Dunya ki talab nahi yehi hasrat hai meri, Apni bahon main lo or duniya se bekhabar ker do... #Pr0vid3r
Posted on: Thu, 24 Oct 2013 18:26:58 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015