Mohammad Ali Jauhars famous ghazal: Great revolutionary, - TopicsExpress



          

Mohammad Ali Jauhars famous ghazal: Great revolutionary, freedom fighter and poet Mohammed Ali* who wrote poetry under the pen name Johar [1878-1931] left an indelible mark on the history of Independence movement. Mohammed Ali and his brother Shaukat Ali were leaders of the Khilafat movement against the British imperialists during Indias freedom movement. Maulana Mohammad Ali was a firebrand orator and journalist also. He had vowed that he would not die in a slave country and when he passed away, he was buried in Jerusalem. His brother Shaukat Ali was also a poet and revolutionary. daur-e-hayaat aayegaa qaatil qazaa ke baad hai ibtidaa hamaari terii intehaa ke baad jiinaa voh kyaa ki dil meN na ho koii aarzuu baaqii hai maut hii dil-e-be-muddaa ke baad tujh se muqaable kii kise taab hai valey meraa lahuu bhii khuub hai terii hinaa ke baad lazzat hanoz maaida-e-ishq meN nahiiN aataa hai lutf-e-jurm-e-tamanna, sazaa ke baad qatl-e-Husain asl meN marg-e-Yaziid hai Islaam zinda hotaa hai har karbala ke baad...
Posted on: Tue, 22 Oct 2013 05:49:20 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015