Nabi-e-Kareem (Sallalahu Alayhi Wasallam) Ne Farmaya: “Har Aane - TopicsExpress



          

Nabi-e-Kareem (Sallalahu Alayhi Wasallam) Ne Farmaya: “Har Aane Wala Zamana Guzre Zamane Se Bura Ho Ga” (Bukhari Sharif Hadees 7068) Dour-e-Akhir Andheri Raat Ki Manind Fitne Nazil Honge. Aadmi Subha Ko Momin Hoga Toh Sham Ko Kafir Ho Jayega Aur Agar Sham Ko Momin Hoga Toh Subha Ko Kafir Ho Jayega. Log Duniya Key Kuch Samaan Ki Khatir Apna Deen-O-Imaan Tak Bech Dale Ge. (Muslim Sharif Hadees 118) My Dear Brothers N Sisters, For Example... Aaj Kal Songs Me Kufriya Alfaz Hote hai, JO bolna Shirk w Kufr Tak ley Jata hai. Like: *Tujhe me Rab dikhta hai, *Marry Crismas Kehna, *etc... »»»► Daikh us ka kehna na Manna jis k dil ko ham ne Apne zikr se Gafil kardiya hai aur jo apni khuwahishon k piche pada huwa hai aur jis ka kaam had se guzar chuka hai. ( Surah:Al-Kahf, Surah No:18, Aayat No:28 ) ♫ Never Listen Any song ♫ Raza Network ™
Posted on: Sat, 02 Nov 2013 14:24:47 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015