.Nashihat ki bat karna ek ala chees hai ki is se dusrou ku to - TopicsExpress



          

.Nashihat ki bat karna ek ala chees hai ki is se dusrou ku to faida hota hi hai balke apni zaat ku bhi faida hota hai.dusrou ku us chees ki nashihat karo jis chees ki kami apne andar mehssos karte hai .is se naseehat karna wale ku apni zaat ku faida hoga. Allah tala nashihat karne walou ku itna pasand farmatey hai ke suleman alia salam ka lashakr ja raha tha ,,raaste me chuntiya(Ants) chal rahi thi , to us me se ek chunte ne dusrou se kaha ki jaldi se apney bilou me ghus jayou ..kahi aisa an ho ke sulaman allia salam ka lashkar hame paou ke nechey khuchal de .jab ek chunti dusrou ki bhaliyi ke liye nashihat karti hai to Allah tala uska zikr Quran e Sharref me karte hai .aur Sureh ka naam "NAML" (ANT,chunti )rakhte hai ,to insan insanou ki khiar khaoiui karenge to allah ku kitna pasand aayega ,..TEAM GK...
Posted on: Mon, 29 Jul 2013 08:41:18 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015