Our Supreme Father, ParamPita, ParamAtma Shiv ShivPita ShivBaba - TopicsExpress



          

Our Supreme Father, ParamPita, ParamAtma Shiv ShivPita ShivBaba Allah God Jehovah is ONE for All Souls, The SUPREME Light. HE is AVAILABLE Now, only Once in Confluence Age/ Sangam Yug in Every Kalp of 5000 Years when World degrades most in Iron Age/ Kalah Yug/ Kalyug Connect to HIM directly through RajYoga Meditation at Brahma Kumaris @8500 Centers in 135 Countries without any mediator. Once you learn it, it will be entirely in your hands to remain CONNECTED with Supreme....No Conflicts...No Worries...No Fear...No Tension...No Depression....No Addictions...Only feeling of LOVE, PEACE, JOY, ONENESS...& much more with One World One Godly Family. Please reflect on the following qualities of Shiv-Allah-God to know HIM truly so as to Re-establish the relationship between you, the Soul & Him, the Supreme Soul and to once again emerge those qualities in us which are buried under Kalyugi Sanskars... 1.Shiv guno ke bhandari hain. 2.Shiv Divya Dristi vidhata hain. 3.Shiv Bindu Roop-Jyoti Swaroop Hain. 4.Shiv Liberator Hain, Kaal Ke Panje Se Chhoodate Hain. 5.Shiv Shristi Ke Aadi-Madhya-Ant Ke Gyata Hain 6.Shiv Anand Ke Sagar Hain. 7.Shiv Sukh Dukh Se Nyare Hain. 8.Shiv Shanti Ke Data Hain. 9.Shiv Divya Buddhi Ke Data Hain. 10.Shiv Patit Pawan Hain. 11.Shiv Sadgati Data Hain. 12.Shiv Sab Ke Sukh Ke Data Hain. 13.Shiv Nar Se Narayan Banate Hain. 14.Shiv Patthar Buddhi Walon Ko Paras Buddhi Banate Hain. 15.Shiv Gyan Amrit Ke Sagar Hain. 16.Shiv Sat Chit Anand Swarup Hain. 17.Shiv Nirakar Hain (Deh Dhari Nahin Hain) 18.Shiv Vishnu Dwara Divya Shristi Ka Palan Karte Hain. 19.Shiv Shanti Ke Sagar Hain. 20.Shiv Hi Brahma-Vishnu-Shankar Ke Rachayita/Creator Trimurti Hain. 21.Shiv Jeevan Naiyya Ko Paar Le Jaanewale Hain. 22.Shiv ParamPita, ParamShikshak, ParamSatguru Hain. 23.Shiv Janma Maran Se Nyare Hain. 24.Shiv Prem Ke Sagar Hain. 25.Shiv Akalmurt Hain. 26.Shiv Mukti Aur JeevanMukti Data Hain. 27.Shiv Dukhharta Sukhkarta Hain. 28.Shiv Manushya Shristi Vriksh Ke Beej Swarup Hain. 29.Shiv Karmon Ki Gati Ko Janane Wale Hain. 30.Shiv Brahma Dwara Satyugi Shristi Ki Sthapna Karte Hain. 31.Shiv Brahmalok/Paramdham Wasi Hain. 32.Shiv Shankar Dwara Aasuri Shristi Ka Vinash Karte Hain. Om Shanti
Posted on: Sun, 07 Jul 2013 12:24:47 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015