Quick Response to Anku Arya Bogus Allegations : Mr. Anku - TopicsExpress



          

Quick Response to Anku Arya Bogus Allegations : Mr. Anku Arya Mujhey Samajh nahi Aata Ki Kya Purey Islami itihaas Mein Aapko Sirf Tafsir Jalalayn Milti hai. Tafsir Insaan ki likhi hui hoti hai Aur Insaan se Galti ho sakti hai. Hamko Dusrey Scholars ka bhi opinion dekhna chahiye agar ham sach mein koi research chahtey hai. Nichey mein Aapko Imam Jalaluddin Suyuti Rh.a ki Tafsir se pehley ki likhi hui tasir ke hawale de rha hun jo lagbhag 300-400 saal pehley ya ussey bhi pehley ki likhi hui hai. Kabhi unko bhi padhney ki zehmat kar liya karein na ki cut/copy/paste : Fakhruddin Ar-Raazi 12TH CENTURY (may Allah have mercy on him) said: If it is said: Do the words “And the earth We spread out” indicate that it is flat? We would respond: Yes, because the earth, even though it is round, is an enormous sphere, and each little part of this enormous sphere, when it is looked at, appears to be flat. As that is the case, this will dispel what they mentioned of confusion. The evidence for that is the verse in which Allah, may He be exalted, says (interpretation of the meaning): “And the mountains as pegs” [an-Naba’ 78:7]. He called them awtaad (pegs) even though these mountains may have large flat surfaces. And the same is true in this case. Surah baqrah 2:22 Baaki Aayto Mein Aapne ye siddh karney ki koshish ki hai ki Aasamn Quran ke Anusaar sirf Upar Hai Aur invisible pillar par tika hai Par dekhiye 13thcentury ke schoalr ka opinion: Imam Ibn al-Qayyim said : That the view that the heaven does not encompass the earth and is only above it, is a view that goes against scholarly consensus and that which is indicated by reason and tangible evidence. al-Sawaa’iq al-Mursalah, 4/1308 Inshallah kabhi moka mila to apney ye article jahan se copy kiya hai uska detailed refutation dunga aur haan aaj ke scholars ke opinion ka nahi balki classical scholars ke opinion se aur taaki article likhney waley ki intellectual dishonesty saamney aa sakey. Mein chahta hun aap pura article quote kijiye fir samay miltey hi pura artice refute karunga inshallah.
Posted on: Fri, 31 Jan 2014 03:34:13 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015