*****RAZAKHANI KUTTON KE JHOOT KA PARDA CHAK ***** HAZRAT - TopicsExpress



          

*****RAZAKHANI KUTTON KE JHOOT KA PARDA CHAK ***** HAZRAT MAULANA RASHEED AHMAD GANGOHI RAHIMAHULLAH SE KISI NE POOCHHA:- SUWAL:- Tabarak aur rajabi aur 11vin peeraan e peer ki karna durust hai ya nahi? TO HAZRAT GANGOHI RAHIMAHULLAH NE JAWAB DIYA:- JAWAB:- Tabarak o rajabi bidat hain un ki koi asal shara me nahi, AUR EISAAL E SAWAAB BAROOH E HAZRAT QUDDISA SIRRUHU (YANI PEERAAN E PEER RH.) DURUST HAI, AUR TAAYYUN E TAREEKH KI PAS O PESH NA KARE (YANI EISAL E SAWAB KE LIYE IS TARAH TAREEKH KO MUTAAYYAN KARNA KI KABHI US TAREEKH SE AAGE PEECHHE NA KARE) BIDAT HAI. (FATAWA RASHEEDIYA PAGE 139) EK SAWAL KE JAWAB ME HAZRAT GANGOHI RH. FARMATE HAIN KI:- EISAAL E SAWAB BILA QAID E TAAAM O AYYAAM KE MANDOOB HAI (YANI KHANA AUR DIN KI QAID KE BAGAIR EISAAL E SAWAB KARNA MUSTAHAB HAI) AUR QAID O TAKHSEES YAUM KI AUR TAKHSEES TAAAM KI BIDAT HAI (YANI EISAAL E SAWAB KE LIYE KISI KHAS DIN YA KISI KHAS QISM KE KHANA KI QAID LAGANA BIDAT HAI) AGAR TAKHSEES KE SATH (YANI KHAS DIN YA KHAS KHANA KI QAID LAGA KAR) EISAAL E SAWAB HO TO TAAAM (KHANA) HARAM NAHI HOTA GO IS TAKHSEES KI WAJAH SE MASIYAT HOTI HAI (FATAWA RASHEEDIYA PAGE 138) EK AUR SAWAL KE JAWAB ME HAZRAT GANGOHI RH, FARAMATE HAIN KI:- MUHARRAM ME ASHRAH (10VIN) WAGAIRAH KE ROZ SHAHADAT KA BAYAN KARNA AGARCHE BARIWAAYAT E SAHEEHA HO, YA SABEEL LAGANA, SHARBAT PIALANA, YA CHANDAH SABEEL AUR SHARBAT ME DENA YA DOODH PILANA SAB NA DURUST AUR TASHABBUH E RAWAAFIZ (SHIWO) KI WAJAH SE HARAM HAIN (YANI YEH SAB CHEEZAIN IS LIYE HARAM HAIN KI IN ME SHEEWON KE SATH TASHHABBUH PAYA JATA HAI, AB JIS KO SHIWON SE MAHABBAT HO GI UN KO ZAROOR BURA LAGE GA) (FATAWA RASHEEDIYA PAGE 139) DEKHO MAALAH KIYA HAI AUR RAZAKHANI HAZRAT GANGOHI RAHIMAHULLAH KI TARAF MANSOOB KA KE KIS TARHA GALAT MASALAH BATATE HAIN LANAT HO JHOOTE RAZAKHANIYON PAR YEH TO HUWA EK PAHLU DUSRA PAHLU DEKHIYE JIS KO RAZAKHANI AULIYAULLAH KE EISAAL E SAWAB WALE KHANE KE SATH MILA KAR PESH KARTE HAIN MAI UPAR EISAAL E SAWAB WALE KHANE KE BARE ME ARZ KAR CHUKA HUN KI HAQEEQAT KIYA HAI AB DEKHIYE:- HAZRAT GANGOHI RH. SE SAWAL KIYA GAYA:- HINDU TEHWAAR HOLI YA DEEWALI ME APNE USTAAD YA HAKIM YA NAUKAR KO KHEELAIN YA POORI YA AUR KUCHH KHANA BATAUR TOHFA BHEJTE HAIN UN CHEEZON KA LENA AUR KHAN USTAD O HAKIM O NAUKAR MUSALMAN KO DURUST HAI YA NAHI? JAWAB:- DURUST HAI. (FATAWA RASHEEDIYA PAGE 575) IS KA EISAAL E SAWB WALE MASALE SE KOI TAALLUQ HI NAHI HAI AUR AHMAD RAZA KI TARAH YEH TO NAHI KAHA KI US DIN NA LE DUSRE DIN LE LE JAB WO BHI LENE KE QAIL THE JAISA KI MASLA YAHI HAI TO PHIR BUKRATI KIUN JHADI KI US ROZ NA LE DUSRE ROZ LE LE HAHAHAHAHAHAHAHAHAHAHHAHA TAZI MITHAYI HO NAJAIZ AUR BASI HO JAYE TO JAIZ
Posted on: Sun, 03 Nov 2013 16:03:35 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015