SURAH FATIHA KA MTLB 1)Sab tareef Allah k lia hai 2) jo tamaam - TopicsExpress



          

SURAH FATIHA KA MTLB 1)Sab tareef Allah k lia hai 2) jo tamaam jahano ka paalne wala hai. 3)Badha meherbaan nihayat rehem krne wala hai. 4)Badle k din(Qayamat) ka malik hai. 5)ham Sirf teri hee ibadat krte hai aur sirf thujh hee se madad cahathe hai.. 6)Hamein seedhi(Sacchi) raah dikha.. 7)Aur unn logo ki raah jin par tone inaam kiya,Unki nahi jinn par ghazab kiya gaya(mtlb woh log jinhone haq ko phechana magar uss par amal nahi kiya),Aur na Gumrahi ki(mtlb woh log jo jahilat ki wajah se raah e haq se dur hogae) Plzz Share this..... important note- 5 wi aayat se pata chalta hai Sirf ALLAh ki ibadat krna cahiye aur sirf Ussi se madad maagna cahiye direct kisi k waseele ki zarorat nahi hai jaise k log baba wagera k waseele se dua mangte hai..Muhammad(PBUH) k waseele se maagna bhi hamare lia haraam hai
Posted on: Sun, 15 Sep 2013 23:34:17 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015