Smart Santa.... . . 1 bache ne santa ki dukan se Rs.45 ka saaman - TopicsExpress



          

Smart Santa.... . . 1 bache ne santa ki dukan se Rs.45 ka saaman liya or use 5 k note me 5 k aage pencil se 0 likh kr diya or kaha Ye lo 50Rs.. or 5Rs. Vapas do.. . . . Santa ko pata chal gaya or usne socha iska badla lena chahiye.. . . Usne jeb se 50 ka note nikala or uska 0 pencil se kat diya r bola ye le 5Rs. Ab to Hisaab baraabar... . . . Waah kya dimag hai santa ka thoko like daba kar is faadu dimag k liye.
Posted on: Fri, 19 Jul 2013 15:27:27 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015