Song: Yaar ko humne ja ba ja dekha Singer Abida Parveen Kalaam: - TopicsExpress



          

Song: Yaar ko humne ja ba ja dekha Singer Abida Parveen Kalaam: Hazrat Shah Niaz LYRICS --------------------------------------- Manum-maa nayaz-mandi ke be to nayyaazdaara I am needful person, who needs you Gham-e-choon to naaz-nini behzaar naaz-dara I will take for granted very dearly the sorrow of a beloved like you Tuu-e- afataab, chashman wa jamaal tust roshan You are the sun; my eye is alight with your beauty Agar ast-o-baazgeeram be ke chashm e aaz-daaram If I giveup you , to whom I ll go. ********************************** Yaar ko humne ja-ba-ja dekha Kahin zahir kahin chhupa dekha Kahin mumkin hoa kahin wajib Kahin fani kahin baqa dekha Yaar ko humne ja-ba-ja dekha Kahin zahir kahin chupa dekha Kahien woh baadshaah-e-takht nasheen Kahin kaasa liye gadaa dekha Yaar ko humne ja-ba-ja dekha Kahin zahir kahin chupa dekha Kahin wo der libaas-e-mashokan Bar-sare naaz aur aada dekha Kahin zahir jahin chupa dekha Yaar ko humne ja-ba-ja dekha Kahin aashiq niyaz ki soorat Seena Girya-o-dil jala dekha Yaar ko humne ja-ba-ja dekha ahin zahir kahin chupa dekha yaar ko humne ja-ba-ja dekha
Posted on: Thu, 11 Dec 2014 16:46:10 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015