Subhu ki azan ho rahi ti jab may All PAKISTAN YOUTH CONVENTION may - TopicsExpress



          

Subhu ki azan ho rahi ti jab may All PAKISTAN YOUTH CONVENTION may sharkat kele lahore mansora ke gate may dakhil howa to may ne masjid may aik sakhsiyat ko daikha jo akele baita howa ta mujhe apne aankho par yakeen nahi aaraha ta ke kahi maire aanko ko kuch to howa nahi hay q k na koyi protokol na koyi guard na security guard ta na parhat ki awazain ti bahar hal may ne wazo keya awar aakar os sakhseyat ke sath bhait gaya to mujhe pura yakeen hogaya ke ye shakhseyat Ameer Jamaate islami Pakistam janab Munnawar Hasan sahib te.2 din may ne yahi guzare awar yahi har namaz may maira awar unka mulakat hota raha hamar awar unka fasla 1 meter se b kam hota ta agar Pakistan par aise logo ki hukamrani aajaye to beshak haqeqi tabdeli aayi gi.SAYED IZHAR ULLAH NALKOT MATTA SWAT
Posted on: Sat, 05 Oct 2013 14:50:31 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015