Use jab meri jarurat thi, to mai uska.sahara bana Apna har gum, - TopicsExpress



          

Use jab meri jarurat thi, to mai uska.sahara bana Apna har gum, apno ko bhula kar uska sath diya Use apnaya, har risk lekar use apna banaya Khud ki khushiyo ko bhul gaya uski khushi k liye Kuch nahi tha uske paas apno k naam par....kuch nahi Maine use har rishta diya khud hi k naam par Usse bus pyar maga tha buss pyar or wo b nahi tha uske paas.mujhe dene k liye. Kuch b nahi Jise mai apna subkuch manta tha Jab mujhe uski jarurat thi Chod gai wo mujhe rota hua ......tutta hua Kyu? Kya kami thi mere pyar me kya? Mai janta tha kami uski h par fir b apni galti mani mene apni Sun rahi ho na shweta Bahut kuch kahna h par ..........mere dard ko ye shabbd nahi sambhal paenge...... ..
Posted on: Tue, 23 Jul 2013 07:56:01 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015