darasal haqeeki deen quran aur hadees me hi hai baki ka sab - TopicsExpress



          

darasal haqeeki deen quran aur hadees me hi hai baki ka sab indarzaal hai jisme log buri tarah se fans chuke hain woh quraan aur hadees ki bajaye is indarzaal ko sunnat samajh rahe hain nahi to aap khud bataiye ki jo parampayen aaj mashahoor hain jaise teeza ,chaliswan ,qabr baale se mangna aur qabr ki pooja karna jaise non muslim kiya karte hain aap hame bataiye ki yeh sab kiya hamare rasool (saw) ne karne ke liye bataya nahi bataya na bhai aur fir zamane ki chaal to dekhiye ki yeh saare drame karna bala sunni bana baitha hai aur jo in cheezon ko karne se mana kare use bahawi kahte hain jaise DR. Zakir naik ne quraan ki dawat dee magar unko aaj ke is sunni ne (jo dar haqeeqat sunnat se bahut door hain aur jo sirf apne baap dadaon ki paramparaon ko ya apne peeron aur fakeeron ke huqm ko mante hain )Dr zakir naik ko bahawi aur na jane kiya kiya yahan tak ki kafir tak kah dala sirf isliye ki unhone quraan bayan kiya aur quraan inke mafik nahi baitha kyonki quraan ne inke peeron aur fakeeron ki pol khol kar rakh dee jo drame 1400 sau saal pahle huaa karte the wahi saare drame nayi nayi bidat aur rasmo ribaaz ke roop me aaj hamare meethe meethe bhai kar rahe hain aur unko naam sunnat ka de diya lekin jab in deen ke thenkedaron se poochhta hun ki saare kaam jo tum kar rahe ho kara rahe ho woh hamare rasool (saw)se sabit nahi hain to hamara meetha meetha bhai kahta hai ki agar aisa kar lete hain to kya haraz hai hum to achchha hi kar rahe hain koi bura kam thoree hi kar rahe hain to mere meethe meethe hari pagri baale bhai tujhe deen me nayee baat jodne me koi harz nahi hai jabki hamare aaqa alaihi salato wassalam ne nayee baat paida karne baale ko mardood kaha hai (muslim shareef jild 2 hadees 181) azaan ke aakhiree kalimat hain La ilaha illallah Agar tujhme himmat hai agar tu wakai apne peeron fakeeron ka sachcha gulam hai to isme Muhammadar rasool allah jod kar dikha are bhai isme harz hi kiya hai muhammadar rasool allh kahna koi galat hai jod de agar himmat hai to jod de ,jod de ,jod de mai kahta hun jod de mai Allah se duaa karta hun ki Allah sabko quraan sikhne ki taufeeq ata farmaye darasal haqeeki deen quran aur hadees me hi hai baki ka sab indarzaal hai jisme log buri tarah se fans chuke hain woh quraan aur hadees ki bajaye is indarzaal ko sunnat samajh rahe hain nahi to aap khud bataiyr ki jo parampayen aaj mashahoor hain jaise teeza chaliswan qabr baale se mangna aur qabr ki pooja karna jaise non muslim kiya karte hain aap hame bataiye ki yeh sab kiya hamare rasool saw ne karne ke liye bataya nahi bataya na bhai to fir zamane ki chaal to dekhiye ki yeh saare drame karna bala sunni bana baitha hai aur jo in cheejo se mana kare use bahawi kahte hai jaise dr Zakir naik ne quraan ki dawat dee to nonmuslim tak ne pasand kiya aur matassar hokar islam kabool kar liya magar yeh jo sunniyon ka thenkedaar hari pagri isne unko kafir kaha sirf isliye ki unhone quraan bayan liya aur quraan inke mafik nahi baitha mai Allah se duaa karta hun ki Allah sabko quraan sikhne ki taufeeq ata farmaye
Posted on: Sun, 01 Dec 2013 16:48:19 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015