kbi vi kisi ko kuch bura mat. kho kisi ko nai pta hota ki uss pe - TopicsExpress



          

kbi vi kisi ko kuch bura mat. kho kisi ko nai pta hota ki uss pe kya bura waqt chal rha hai ...koi insaan bura nai hota ..bus uske upar time bura aa jata hai ..aisey burey time mai humey kisi se madad nai maangni chaihye ...jo kuch maangna hai uss malak se maango ..Baba ji hamesha ek exampl detey hai ki agar hamarey pass room mai koi 5 saal ka bacha betha ho ...to hum kbi koi aisa galt kaam nai krtey ....fir vo malak to har jagah hai kan kan mai bsa hai ..kbi koi aisa kaam nai krna chaihiye jis se malak ko naraajgi ho ....Radha Soami Ji....
Posted on: Sat, 22 Jun 2013 05:47:07 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015