kya karein kahan karein jab ham apne ghar mein surakshit nahi maaf - TopicsExpress



          

kya karein kahan karein jab ham apne ghar mein surakshit nahi maaf karein musalmano ke sare kanoon sharia dwara lagu hote hai aur sikho ke akal takht dwara yahan tak ki isaiyon ke rome mein baithe pop ke dwara lekin hinduyon ke ? hamare chaar chaar shankarachary hai kai peeth lekin kya kabhi ek mat hokar hinduhit ki baat karte hai khud aapas mein hi lad baithte hai ho sakta hai yah ek media ya tathakathit secular sarkar ke dwara hinduyon ko vikhandit karne ka prayas ho lekin sachai to samne aani chahiye kya aaj hindyuon mein koi ek mat hokar nirdesh de sakta hai jise palna har hindu ki pahli prathmikta ho
Posted on: Tue, 09 Jul 2013 13:51:57 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015