this poem is not of mine,i had read it somewhere & reproducing as - TopicsExpress



          

this poem is not of mine,i had read it somewhere & reproducing as it is ek din majar-a-kais par{majanu ki kabr} ruh jab laila ki aayi armano ke kuch murzay phul bhi sath le aayi, lagi phul kabr par chadhane tabhi kabr se ye awaz aayi ke jandman chupke chupke u meri kabr par phir kabhi mat aana, agar aa bhi jao to, apne sath phul kabhi mat lana ,agar le bhi aao to unhe meri kabr par kabhi mat chadhana mai phehelehi gamo tale bahut dab chuka hu,muze aur mat dabana.
Posted on: Fri, 14 Mar 2014 18:23:45 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015