1. Pahli Rajasthani film kon si thi Answer. Najrani 2. CBSE - TopicsExpress



          

1. Pahli Rajasthani film kon si thi Answer. Najrani 2. CBSE ka Mukhyalaya kahan par hai Answer. New Delhi 3. Rajya Sabha ke sadhsyon ka karyakaal kitna hota hai Answer. chhah (Six) saal 4. Anandmath ke rachayita kon hai Answer. Bakim Chandra 5. Bharat ki sabse purani Oil refinery kahan par hai Answer. Assam 6. Mistr me neel nadi par kon sa baandh hai Answer. Aaswaan baandh 7. National Indian Military College kahan par stith hai Answer. Dehradun 8. Babarnama kis bhasha me likha gya hai Answer. Turkey 9. Hamir Mahakavya ke rachyita kon hai Answer. Nayanchandra Suri 10. Rashtriya Anusuchit Jaati Aayog ke Adhyaksh kon hai Answer. P. L. Puniya 11. Pakistan ka Rashtriya Khel kon sa hai Answer. Hockey 12. Bharat ka pahla Nobel Puraskaar kise mila Answer. Ravindernath Tagore 13. Bharat me pahli Metro train kab shuru hui Answer. 1984 me 14. Duniya ka sabse bada jawalamukhi kahan hai Answer. America ke Unoston prant ke National park me 15. Bharat me pahli baar radio karyakaram kab aur kiske dwara parstut kiya gaya Answer. 1923 me Bombay ke Radio Club dwara 16. Bharatiya Savidhan me kul kitne Anuched hai Answer. old 395 & 444 new Anuchhed 17. Shekhawati ka Gandhi kise kaha jata hai Answer. Badrinarayan Sodani ko 18. Liltaas pustak ke rachayita kon hai Answer. Kanheya Lal Sethiya 19. Rajya Sabha ka Sabhapati kon hota hai Answer. UpRashtrapati 20. Duniya ka sabse bada rail junction kahan par hai Answer. Shikago 21. Bharat ka Sabse bada Koyla Shetr kon sa hai Answer. Jhariya 22. Bharat me Magrov vanaspati vistrit roop me kahan payi jati hai Answer. Sundarvan 23. Neel Nadi kon si jheel se nikalti hai Answer. Victoriya 24. Vishv me joot utpadan me agrani desh kon sa hai Answer. Bangladesh 25. Bharat ka pahla jaiv mandal arkshit shetr kon sa hai Answer. Neelgiri 26. Pahla Yash Chopra memorial puraskar kise diya gaya Answer. Lata Mangeshkar 27. Pustak “My Brief History” kiske dwara Likhi gayi hai Answer. Stiphen Hakins 28. Navneet Kaur Aur Rani Rajpal ka sambandh kis khel se hai Answer. Hockey se 29. Insulin ki khoj kisne ki thi Answer. F. T. Benting 30. Netradaan me aankh ka kon sa bhaag paryukt kiya jata Answer. Cornia 31. Delhi ki parsidh Jama Masjid ka nirmaan kisne karvaya tha Answer. Shahjahan ne 32. Ek Rupay ke note par kiske hastakshar hote hai Answer. Vit Sachiv, Bharat sarkar 33. Bharat me yojna aayog ka gathan kab hua Answer. March 1950 34. Jaliawala Baagh kahan par stith hai Answer. Amritsar, Punjab 35. Maanavadhikar diwas kab manaya jata hai Answer. 10 December 36. Protin kis se banti hai Answer. Amino Amal se 37. Bengal ka vibhajan kab hua Answer. 15 November 1950 ko 38. Bharat me sarv-partham Patra mudra ka chalan kab hua Answer. 1806 me 39. Antarashtriya Nyayalya kahan stith hai Answer. Heg me 40. Computer me memory ki sabse chhoti ikaai kya hai Answer. Byte 41. Prakartik Rabar kiska bahulak hai Answer. Isoprin ka 42. Maanav Nirmit prathan kritrim resha kya tha Answer. Nylon 43. Prithvi ki Aayu ka aanklan kis vidhi se kiya jata hai Answer. Uranium Denting vidhi se 44. Desh me kaling puraskar kab shuru hua Answer. 1952 me 45. Kashmir ka Akbar kise kaha jata hai Answer. Jainul Aabdin 46. Gramy Puraskar ka sambandh kis Shetr se hai Answer. Sangeet Shetr se 47. Lamp me prakash utpan karne ke liye kon si gas prayog ki jati hai Answer. Acitlin 48. Aayu nirdaharn me Carbon ke kis samsthanik ka upyog kiya jata hai Answer. C 14 49. Surya ke atyadhik taap ka kaaran kya hai Answer. Hydrogen ka nabhikiya salyan 50. Shahnama kiske dwara likha gya tha Answer. Firdawsi 51. Gautam Budhha ki patni ka kya naam tha Answer. Yashodhra 52. Duniya ka sabse jahrila janwar kon sa hai Answer. Arrow Frog 53. Kache Fal (Fruits) ko pakaane me kon si gas upyog me laayi jati hai Answer. Ethilin 54. Surya aur prithvi ke beech chandrma kab aata hai Answer. Surya grahan ke samay 55. Machhliyon ke yakrit tel me kis ki parchur matra hoti hai Answer. Vitamin – A 56. Vigyapan me prayukt rangeen visarjan naliyon me kon si gas paryog me laayi jati hai Answer. Ne 57. Manushya ke Jigar aur Maspeshiyon me sanchit Glaiclon kya hai Answer. Bahu-sharkra 58. Cement ka jamkar kathor hone ka kya kaaran hai Answer. Jal Yojan Aur Jal Apghatan 59. Kaanch kya hai Answer. Kaanch Akrishtliya thos ke roop me ek atishitit darv (liquid) hai 60. Shushk barf kya hoti hai Answer. Thos (solid) Carbon Di-Oxide 61. Kis desh me mahilayon ki jeevan partyasha sabse jyada hai Answer. Japan 62. Bharatiya Rashtriya calender ka sabse pahla mahina kon sa hai Answer. Chaitra 63. Bharat ka sabse purana vishv vidhyalya kon sa hai Answer. Kolkata 64. Homyopathic ka sansthapak kon tha Answer. Honeyman 65. Himoglobin ke atom se Oxygen ke kitne atom bandh sakte hai Answer. Chaar (4) 66. Simmogram dwara kiska adhyan kiya jata hai Answer. Bhukamp 67. Saddam Hussain dwara likha gya prem katha aadharit upnyaas konsa hai Answer. Jabiba and the king 68. Lenin ka Shav (dead body) 86 saal se kahan surkshit hai Answer. Masco ke museum me 69. Rajasthan ka khajuraho kise kaha jata hai Answer. Kiradoo ka mandir 70. Rashtrapati apna tyagpatra kise deta hai Answer. UpRashtrapati ko 71. Kis lekhak ne Mahatma Gandhi par vivada-sapad kitab likhi hai Answer. Joseph Lelivend 72. Bharat me kitne parmanu bihjlighar hai Answer. Bees (20) 73. IAEA ke anusar kisi vaykti ke saal me kitne radiation ke sampark me aane par Cancer ka khatra hota hai Answer. Saalbhar me 100 Milicevert 74. Bharatiya Rail ka vishv me kon sa sthan hai Answer. 4th 75. Peetal me kon si dhaatu ka mishran hota hai Answer. Zasta Aur Tamba 76. Kansa me kon si dhaatu ka mishran hota hai Answer. Tin Aur Tamba 77. Pani par duniya ka sabse lamba pul kahan par bana hai Answer. China me 42,50 Km lamba 78. UID of kya naam diya gya hai Answer. Aadhar 79. Uttar bharat me partham sarp udhaan kahan par stith hai Answer. Kota me 80. TRP ka pura naam kya hai Answer. Tele Raiting Prize 81. Duniya ki sabse chhoti yog trainer kon hai Answer. Chhah (6) saal ki Shruti Pandey (Ahemdabad 82. Desh ka pahla green station kahan par hai Answer. Jammu kashmir me Manwal station 83. Mile Sur Mera Tumhara geet kisne likha tha Answer. Suresh Mathur 84. Paanch baar world champian mukkebaaz kon hai Answer. M. C. Marricom 85. Surya Dharti se kitne guna bada hai Answer. 109 guna 86. Facebook ka Nirmaan kisne kiya hai Answer. Mark Zuckerberg 87. Raagdarbari kiski rachna hai Answer. Shrilal shukal 88. Agra shahar ki sthapna kisne ki thi Answer. Sikandar Lodhi ne 89. Nuclear reacter time bomb ke lekhak kon hai Answer. Takashi Heroz 90. Black hole ke sidhant ko kisne partipaadit kiya tha Answer. S. Chandrashekhar
Posted on: Fri, 02 Jan 2015 11:46:36 +0000

Trending Topics



called
Please share: Ever hear anyone say it’s just a cat? Think they
Dr. James Skillen, Dr. Herman Selderhuis, and Dr. Peter Lillback

Recently Viewed Topics




© 2015