118th Birth Anniversary of - TopicsExpress



          

118th Birth Anniversary of Firaq.. 28/08/1896---03/03/1982...SALUTE,....POET, WRITER, ICS, ,FREEDOM FIGHTER, MASTER OF ENGLISH AND URDU, Sanskrit Persian, hindi(Drew inspiration from his lonelines) FIRAQ WAS A LONELY MAN … Ye Udaas Udaas Bujhi Bujhi Koyee Zindagi Hai “ Firaq ” Ki .. Magar Aaj Kisht e Sukhanvari Hai Ussi Ke Dum se chaman chaman( Firaq ) Firaq was born in 1896 AD and married in 1913 AD to Kishori Devi . As per firaq , it was a marriage by deception. It turned out to be an unsuccessful and unhappy marriage . Two Daughters and a son were born through this marriage . Death of his only son and his elder daughter brought enormous pain in Firaqs life. And Firaq had no one close to him to share this grief .Firaq informs ... “ Any one in my place would have opted out for a second marriage or succumbed helplessly to the situation. But I did not. As a result , my whole life has been a tale of suffering and loneliness. I have always wished in vain that some one should treat me as his own or that I should have some one to call as my own. shiv ka vishpaan to suuna hogaa Mein Bhi Aey dost Pi Gayaa Aanssoo (You must have heard Shivas poison drinking feat I too , O friend, was obliged to gulp down my tears.) Logon ki samajh Mein Aa Na sakaa Kuchh mujh ko bhi hai Taa’jub sa Sunn Meri Udaasi Ka Kaaran Aey Humdum Bahut Akela Huun ( People can not understand , I too am amazed Know then why I am so sad : I am so forlorn ! ) Ek Umar Kat gayee Hai Tere Intezaar mein Aisay Bhi hain Ki Kat Na saki Jin se eik Raat ( This life I have spent in your waiting There are some who could not bear even a Night’s waiting ) Garaz ke kaat Diye Zindagi ke din Aey Dost Woh teri yeed Mein ho ya tujhe Bhulaane mein (Somehow , I spent my days dear friend , Be it remembering you or trying to forget .) Firaq iss Gardish e ayyam se kab kaam nikala hai Sehar honay ko hum bhi raat ka jaana samajhtein hain. . ( When has the wheel of time come to our rescue Firaq We too think the birth of morning as the end of the night ) Dikhaa To Deitii hai behtar Hayaat ke sapnay Kharaab ho key bhi yeh zindagi kharaab nahin. ( It can stiil dream the dreams of happier state This wretched life , after all, is not devoid of hope.) Dil Jo Maara gayaa Firaq to Kyaa Zindagi bhar issi ka Maatam ho ? ( If the heart has been mauled in love , Should we mourn it all our life ?) Firaq wrote a long poem “Aadhi Raat ko ” or “At Mid Night ”. The poem is a wonderful creative work of the poet. The poem was composed in 1944 . The poem describes a midnight scene. The silence and a feeling of some loss all around .Trees standing in silence like a shy Indian bride. Flowers drenched in dew. And the poet’s pain and suffering desiring a change for the better. Poet’s loneliness and the events of world war especially the March of victorious Russian soldiers towards Berlin is also described in some lines of this poem . I quote some select lines .. Siyaah peid hain ab Aap apni Parchhaai Zameen se ta Mah o Anjum Sukoot ke meenarJidhar nigaah karein eik Athhaah Gumshudagi ..Falak pe Taaron ko Pehlee Jamaahiyaan Aayeen Khadaa hai ous mein Chup-chaap Harsingaar ka peid Dulhan ho jaisay hayaa ki sugandh se Bojhal Jagaa Rahaa hai koyee Aadhi Raat ka jaadu Chhalak Rahi hai Khum o Gaib se Sharaab e Wujood Yeh Mehv e Khwaab hain Rangeen Machhliyaan Tah e Aab Ki Hauz e Sehan Mein Ab in ki Chashmakein Bhi NahinYeh sarnigoon hain sar e Shaakh Phool GUDHAL ke Ke jaisay Be Bujhay Angaaray Thanday Pad Jaayein Ke jaisay Seena e Shaair mein koyee khwaab palay Ki Khwaab Jis se puraana Nizam e Gham Badlay Ke khwaab saanchay mein jis ke nayee hayaat Dalay Ek aadmi hai ki itnaa Dukhi hai duniyaa mein.Gulon Ne Chaadar e Shabnam mein Munh Lapeit Liyaa Labon pe so gayee kaliyon ki muskaraahat bhi Guzar Rahein hain kayee kaarwaan Dhundhalkay ke Zameen se Ta Ba Falak Intezaar ka aalam Hayaat pardaa e Shab mein Badalti Hai Pehloo Zamaana Kitnaa Ladaayee ka Reh Gaya hogaa Ab inquilaab mein shaayad Ziyaada deir nahin Sipaah e Roos hai Ab kitani door *Berlin se………(*It is pertinent to mention that in 1944, the Western Allies invaded France, while the Soviet Union regained all of its territorial losses and invadedGermany and its allies.) FIRAQ ( 1896-1982 ) WAS A FREEDOM FIGHTER AND A PATRIOT TOO . Aanay Waali Naslein Tum par Naaz kareingi Hum asron Jab Inn Ko Yeh Dhyaan Aayegaa tum ne Firaq ko Dekhaa thaa. ( Coming generations shall feel proud of you , O ,People of My time ,Whenever they come to think that you had seen FIRAQ ) FIRAQ INFORMS US ... “ I was selected for prestigious ICS ( Indian civil service ) and offered the post of Deputy collector by the British Government .I left the job and joined independence movement under Gandhi Ji’s leadership. I went to prison many times along with Maulana Hasrat Mohani , Moti Lal Nehru , Jawahar Lal Nehru , Rafi Ahmed kidwai . My father had died so did my younger brother Tripurari saran die of TB. Pandit Jawahar lal Nehru wanted me to take charge of Undersecretary ship of the congress party on a monthly salary of Rs250/. I accepted the offer . The work I was required to do , perhaps none could do though this work did not keep me much busy . I would spend quite good time in the company of Munshi Prem Chand and Poet Majnoon Gorakhpuri . In Agra jail I had met Hazrat Niaz Fatehpuri who was a loveable personality . This company awakened the poetic instinct and a serious drift towards literature within me . I worked with congress party for about five years . From 1922 to 1927 and was frequently imprisoned along with other leaders of the country’s Freedom struggle . During this period , I also came to know the mighty personalities of Chitranjan Dass , Gandhi ji and Maulana Azad . Gandhi ji wanted me to join as Professor at Gujrat Vidyapeeth as he had seen my command over written and spoken Urdu , Hindi and English. In 1930 after completing my MA in English , I joined Allahabad university as a lecturer and wherefrom i retired in 1958. I taught English literature , wrote urdu poetry and read everything that was produced by Hindi writers of my time. ” Sar Zameen e Hind pe Aqwaame Aalam Ke firaq Kaafilay Bastay gaye Hindostaan Bantaa gayaa ( In this land that is India, Groups from many nations of the world kept settling , That is how India kept emerging and assembling itself . ) Aagoshe Mulaayam mein Sulaaya Hum ko Khaamosh awaaz se Jagaaya Hum ko Kuchh Hum Bhi Banaayein Teray Bigaday Huve kaam Aey Khaak e wattan Tuunay banaaya hum ko ♥♡♥♡♥♡♥♡♥♡♥♡♥ You cuddled us to sleep in your soft lap You broke our deep slumber with soft voice O Motherland ! let us too lessen your troubles You just moulded us to the shape we keep .. Firaq Gorakhpuri wrote many short stories . Some popular stories that got published and widely read are(1) Safal jeevan(2) Sach kahaan hai(3) Deep Nirvaan(4) Dahi Ka Bartan(5) Swarn Hiran(6) Santoo(7) Rain Basera His father Munshi Gorakh Prasad Ibrat ( Urdu Poet ) was a leading advocate and a scholar of urdu , Arabic , Persian and Sanskrit. Firaq also studied all these languages and mastered Persian , Urdu , Sanskrit and Hindi. A taste for English literature made him to complete his MA in English .During his childhood , Firaq was deeply influenced by Ramayana , Mahabharata , Tulsi , kabir’s Nirguna philosophy and Advaita philosophy . About stories that shaped his childhood , FIRAQ informs in his long poem HINDOLA . I quote“Woh Nal Daman Ki kathha Sarguzasht e savitri Shakuntala ki Kahaani Bharat Ki Qurbaani Woh Marg e Bheesham Pitamaah Woh Seij Teeron ki Woh Paanchon Pandavon ke swarg Yatra ki Kathhaa Wattan se Rukhsatay Sidhaarthh Ram ka Banwaas Wafaa ke Baad Bhi Seeta ki Woh Jalaa-wattani Woh Raaton Raat ko Sri Krishen ko Uthaaye Huve Balaa Ki Qaid se Vasudev ka Nikal Jaana Woh Andhakaar Ki Baarish Badi Huyee Yamuna Gham Aafreen Kahaani Woh Heer Ranjha ki Shaooray Hind ke bachapan Ki Yaadgaar e Azeem Innhi Fasaanon Mein Pinhaa Thhay Zindagi Ke Ramooz Innhii Fasaanon Mein Khultay Thay Raazhaa e Hayaat Inhi Fasaanon Mein Miltii Thhii Zeest Ki Qadarain”( Firaq Gorakhpuiri ) ♥♡♥♡♥♡♥♡♥♡♥♡♥ FIRAQWROTE DOHAAS( TWO LINERS ) ALSO Not many of us know that Raghupati Sahai Firaq Gorakhpuri also wrote short stories and DOHAAS ( Two Liners) . I am posting five DOHAAS of Firaq ... 1-Nirdhan kavi ke Paas Kyaa -Kuchh Peeda Kuchh Preet, Kuchh Andekhay Sapne hain _ Dard Bharay Kuchh Geet 2-Dharti Ko jeeta Magar Zarray se gaye haar Saagar Eik Chhalaang ka Qatraa Apram-paar 3-Piyaa daras Ho jaayega- Suun Meray Do Bol Sar Ki Aankhein Bandh kar Mun Ki Aankhein Khol 4-Bun aseem Vistaar ka Mun Hai Woh Maidaan Bin Paani Bin Hawaa ke Uthay jahaan Toofaan 5-Aansoo ki woh Boond jo Palak aut Reh Jaaye Uss-say Kahin Bahumulya hai Jo Aansoo Beh jaaye .
Posted on: Thu, 28 Aug 2014 13:47:43 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015