Afwaao k is daur me viswas banaye rakkhe umeed ho na ho hausala - TopicsExpress



          

Afwaao k is daur me viswas banaye rakkhe umeed ho na ho hausala jagaaye rakkhe jinki fitrat hai badalna wo to badlenge hi par aap to apni nazar jamaaye rakkhe Badi koshisho k baad hota hai izhaar wo kitana mukare aap yaad dilaye rakkhe Ishwar kabhi na kabhi sunta to jarur hai bas aap nirantar apni arzi lagaaye rakkhe Ruthte ruthte wo kabhi to maanegi aap to maan manauwal jataaye rakkhe research ho ya ishq waqt to lagta hai aap to apni kismat aajmaye rakkhe Gar sab kuchh kho k hi paane chah ho tabhi ishq k toofan me utarna chaie ani aur jo pta hai ki nahi asaan hai dagar-e-ishq to kaisi bhi dagar ho mushkan banaye rakkhe ani...
Posted on: Fri, 22 Nov 2013 19:46:27 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015